Yaarana Song Lyrics Video List
Bhole O Bhole Lyrics
Bhole o bhole
Tu rootha dil toota
Mere yaar ko manaa de
Woh pyaar phir jagaa de
Mere yaar ko manaa de
Woh pyaar phir jagaa de
Bhole o Bhole
Woh bichhda to kasam se
Phir main na ji sakunga
Mere bhole tere jaise
Mmain zehar na pee sakunga
Zism hoon main woh jaan hai meri
Usko nahi pehchaan hai meri
Zism hoon main woh jaan hai meri
Usko nahi pehchaan hai meri
Pyaar mera tu jaane
Mere yaar ko manaa de
Woh pyaar phir jagaa de
Bhole o Bhole
Kya hoga phir tera
Gauri jo rooth jaaye
Shankar tere maathe ka
Chanda jo toota jaaye
Dam dam dam damroo na baaje
Bam bam bam phir tu na naache
Dam dam dam damroo na baaje
Bam bam bam phir tu na naache
Yaar agar na maane
Mere yaar ko manaa de
Woh pyaar phir jagaa de
Mere yaar ko manaa de
Woh pyaar phir jagaa de
Bhole o Bhole
Chookar Mere Man Ko Lyrics
Chhookar Mere Man Ko
Kiya Tune Kya Ishara..
Badla Yeh Mausam
Lage Pyaara Jag Saara…
Chhookar Mere Man Ko
Kiya Tune Kya Ishaara…
Tu Jo Kahe Jeevan Bhar
Tere Liye Main Gaaoon.
Tere Liye Main Gaaoon
Geet Tere Bolon Pe
Likhta Chala Jaaoon..
Likhta Chala Jaoon..
Mere Geeton Mein
Tujhe Doonde Jag Saara
Chhookar Mere Man Ko
Kiya Tune Kya Ishara..
Badla Yeh Mausam
Lage Pyaara Jag Saara…
Chhookar Mere Man Ko
Kiya Tune Kya Ishaara…
Aaja Tera Aanchal Yeh
Pyaar Se Main Bhar Doon…
Pyaar Se Main Bhar Doon…
Khushiyaan Jahaan Bhar Ki
Tujhko Nazar Kar Doon..
Tujhko Nazar Kar Doon
Tu Hi Mera Jeevan
Tuhi Jeene Ka Sahaara
Chhookar Mere Man Ko
Kiya Tune Kya Ishara..
Badla Yeh Mausam
Lage Pyaara Jag Saara..
Chhookar Mere Man Ko
Kiya Tune Kya Ishaara…
Sara Zamana Lyrics
Hey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana
Hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon
Zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana
Bura hai dil lagana
Hey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana
Hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon
Zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana
Bura hai dil lagana
Hey sara zamana hey
Yeh kaun keh raha hai
Tu aaj pyaar kar le
Jo kabhi bhi kathma na ho
Woh aetbaar kar le
Yeh kaun keh raha hai
Tu aaj pyaar kar le
Jo kabhi bhi kathma na ho
Woh aetbaar kar le
Maan le, maan le
Meri baat meri baat
Sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana
Hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon
Zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana
Bura hai dil lagana
Hey sara zamana
Jab husn hi nahi to
Duniya mein kya kashish hai
Dil, dil wahi hai jisme
Kahin pyaar ki khalish hai
Jab husn hi nahi to
Duniya mein kya kashish hai
Dil, dil wahi hai jisme
Kahin pyaar ki khalish hai
Maan le, maan le
Meri baat meri baat
Hey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana
Hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon
Zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana
Bura hai dil lagana
Hey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon
Zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana
Lal la lala la lal la lala la
Lala lala la la lala lala la la
Lala lala la la lala lala la la
Sara zamana.
Tere Jaisa Yaar Kahan Lyrics
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Meri zindagi sawaari
Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake
Meri zindagi sawaari
Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake
Yaara teri yaari ko
Maine to khuda mana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye
Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye
Tere sung jeena yahan
Tere sung mar jaana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana.
Bishan Chacha Lyrics
Bishan chacha kuch gao
Are re re aisa
Tarana jhum ke gau
Sang sang dunia jhume
Bishan chacha
Ye umar nayi dagar
Naya safar hai pyare
Dur abhi hai dur
Kahi jane kinare
Ye umar nayi dagar
Naya safar hai pyare
Dur abhi hai dur
Kahi jane kinare
Tu ruk nahi jana dar nahi jana
Tu thak nahi jana mere pyare
Bishan chacha kuch gao
Are re re aisa
Tarana jhum ke gau
Sang sang dunia jhume
Bishan chacha
Zindgai jo hai mili
Hasi khushi gujaro
Tum diyo se nur
Diyo se sara jaha sawaro
Jindgai jo hai mili
Hasi khushi gujaro
Tum diyo se nur
Diyo se sara jaha sawaro
Pyar lutaye oro ke kam aaye
Yahi to jindagi hai pyare
Bishan chacha kuch gao
Are re re aisa
Tarana jhum ke gau
Sang sang dunia jhume
Bishan chacha.
Tu Rootha Dil Toota Lyrics
Tu rutha dil tuta
Mere yaar muskura de
Wo pyaar phir jagaa de
Mere yaar muskura de
Wo pyaar phir jagaa de
Kya jaane kyun tujhpe
Mujhe itna pyaar aaye
Tu ruthe to jaise
Meri kismat rutha jaaye
Door na ja yun
Aankh churake
Kya payega
Mujhko rula ke
Maan bhi ja deewane
Mere yaar muskura de
Wo pyaar phir jaga de
Mere yaar muskura de
Wo pyaar phir jaga de
Mere yaar mere yaar
Mere yaar mere yaar