Vishwatma Songs Lyrics

Aankhon Mein Hai Kya Lyrics

Aankhon mein hain kya tasbir teri
tasbir meri par main hun kaha
meri jaan hai tu mere dil mein meri jaan hai mushkil mein
o mere janam o mere janu o mere janam
aankhon mein hain kya tasbir teri
tasbir meri par main hun kaha
meri jaan hai tu mere dil mein meri jaan hai mushkil mein
o mere janam o mere janu o mere janam

duniya se dur mohabat me
hum aa gaye shayad jannat me
duniya se dur mohabat me
hum aa gaye shayad jannat me
jannat mein hai kya ye pyar tera
mera pyar to hai par main hoon kaha
meri jaan hai tu mere dil mein meri jaan hai mushkil mein
o meri janam o meri janu o meri janam

bechaini si har mauj mein hai
har mauj kisi ki khoj mein hai
bechaini si har mauj mein hai
har mauj kisi ki khoj mein hai
tere dil mein hai kya bas yaad meri
bas yaad meri par main hoon kaha
meri jaan hai tu mere dil mein meri jaan hai mushkil mein
o mere janam o mere janu o mere janam

tauba is pyar ki baton se nahi
soyi main kitni raton se
tauba is pyar ki baton se nahi
soyi main kitni raton se
raton mein hai kya bas khwab tere
bs khwab mere par main hun kaha
meri jaan hai tu mere dil mein meri jaan hai mushkil mein
o mere janam o mere janu o mere janam

Dil Le Gayi Teri Bindiya  Lyrics

Dil le gayi teri bindiya
are dil le gayi teri bindiya
haye dil le gayi teri bindiya
yad aa gaya mujhko india
mai kahi bhi rahu is jahan me
mai kahi bhi rahu is jahan me
mera dil hai hidustan me tu le gaya meri nindiya
are tu le gaya meri nindiya
yad aa gaya mujhko india
bas ja mere jee jan me bas ja mere jee jan me
mera ghar hai hindustan me

hum dono hidustani ye apni prem kahani
hum dono hidustani ye apni prem kahani
ek duje ko de baithe hum dil o dilbar jani
ek pyar bhari muskan me
mai kahi bhi rahu is jahan me
mai kahi bhi rahu is jahan me
mera dil hai hidustan me
arey tu le gaya meri nindiya
dil le gayi teri bindiya yad aa gaya mujhko india

jo bat hai tere dil me wo bat hai mere dil me
jo bat hai tere dil me wo bat hai mere dil me
hotho par aa na jaye ye bat bhari mahfil me
is bat ko rakhna dhyan me
bas ja mere jee jan me bas ja mere jee jan me
mera ghar hai hindustan me

naino se nain mila du pardesh me desh dikha du
naino se nain mila du pardesh me desh dikha du
kurban tere ho jau dil kya mai jaan gawau
teri chahat ke imtihan me
mai kahi bhi rahu is jahan me
mai kahi bhi rahu is jahan me
mera dil hai hidustan me tu le gaya meri nindiya
dil le gayi teri bindiya yad aa gaya mujhko india
bas ja mere jee jan me mera ghar hai hindustan me

Aadmi Zindagi  Lyrics

Aadmi zindagi aur ye aatma aadmi zindagi aur ye aatma
dhundte hai sabhi tujhko parmatma
ye milan jo karaye wo vishwatma
ye milan jo karaye wo vishwatma vishwatma
ye milan jo karaye wo vishwatma vishwatma
aadmi zindagi aur ye aatma aadmi zindagi aur ye aatma
dhundte hai sabhi tujhko parmatma
ye milan jo karaye wo vishwatma vishwatma
ye milan jo karaye wo vishwatma vishwatma

aaj ke din mai aakash se gir pada
pahle chota sa tha ho gaya ab bada
aaj ke din mai aakash se gir pada
pahle chota sa tha ho gaya ab bada
waqt rahna nahi ek jagah par khada
chalta rahta hai zindagi ka kafila
aadmi zindagi aur ye aatma aadmi zindagi aur ye aatma
dhundte hai sabhi tujhko parmatma
ye milan jo karaye wo vishwatma vishwatma
ye milan jo karaye wo vishwatma vishwatma

ek ghar me bhi har ek se hai alag
dekhte hai alag sochte hai alag
ek ghar me bhi har ek se hai alag
dekhte hai alag sochte hai alag
hum alag kyu na ho hum bane alag
pyar me kar diya par hame eksa
aadmi zindagi aur ye aatma aadmi zindagi aur ye aatma
dhundte hai sabhi tujhko parmatma
ye milan jo karaye wo vishwatma vishwatma
ye milan jo karaye wo vishwatma vishwatma

Toofan  Lyrics

Toofaan toofaan
Toofaan toofaan toofaan

Abhi aaya nahi hai
Jo abhi aaya huva hai jo
Abhi aanewaala hai
Jo use toofaan kehate hain
Khuda ki shaan kehate hain
Abhi aaya nahi hai
Jo abhi aaya huva hai jo
Abhi aanewaala hai
Jo use toofaan kehate hain
Khuda ki shaan kehate hain

Koi paigaam aaya hai
Ye tere naam aaya hai
Bahot nazdik wo jaalim
Tera anjaam aaya hai
Koi paigaam aaya hai
Ye tere naam aaya hai
Bahot nazdik wo jaalim
Tera anjaam aaya hai
Nahi pehachaanata kuchh bhi
Nahi jo jaanata kuchh bhi
Nahi jo maanata kuchh bhi
Use naadaan kehate hain
Tujhe shaitaan kehate hain

Badalane lag gaya hai
Rang mehafil ka sanmbhal ja tu
Hawaaye chal padi hain
Tezz chal bachakar nikal ja tu
Badalane lag gaya hai
Rang mehafil ka sanmbhal ja tu
Hawaaye chal padi hain
Tezz chal bachakar nikal ja tu
Nahi to doob jaayega
Nahi to toot jaayega
Use aana hai aayega
Jise toofaan kehate hain
Khuda ki shaan kehate hain
Abhi aaya nahi hai
Jo abhi aaya huva hai jo
Abhi aanewaala hai
Jo use toofaan kehate hain
Khuda ki shaan kehate hain

Likhe jaate hai saare
Faisale to aasamaano par
Wahi se bijaliyan girati hain
Aise beimaano par
Likhe jaate hai saare
Faisale to aasamaano par
Wahi se bijaliyan girati hain
Aise beimaano par
Jo hona hai wahi hoga nahi
Hona nahi hoga
Ye hona hain yahi hoga
Ye sab insaan kehate hain
Tujhe shaitaan kehate hain
Abhi aaya nahi hai
Jo abhi aaya huva hai jo
Abhi aanewaala hai
Jo use toofaan kehate hain
Khuda ki shaan kehate hain.

Saat Samundar Paar  Lyrics

Saat samudar paar saat samudar paar
main tere pichhe pichhe aa gayi
zulmi meri jaan o zulmi meri jaan
tere kadamo ke niche aa gayi
saat samudar paar main tere pichhe pichhe aa gayi
main tere pichhe pichhe aa gayi

na rasta malum na tera maan-pata malum
na rasta malum na tera maan-pata malum
kaise mere pyar ne tujhko dhundha kya malum
sidhi tere paas, sidhi tere paas
main ankhiya miche miche aa gayi
saat samudar paar saat samudar paar
main tere pichhe pichhe aa gayi
main tere pichhe pichhe aa gayi
zulmi meri jaan o zulmi meri jaan
tere kadamo ke niche aa gayi
saat samudar paar
main tere pichhe pichhe aa gayi
main tere pichhe pichhe aa gayi

maine apne chobare se di tujhko aavaj
maine apne chobare se di tujhko aavaj
niche gali mai khada tha tu aisa tha naraj
tu upar na aaya
tu upar na aaya to mai khud hi niche aa gayi
saat samudar paar, saat samudar paar
main tere pichhe pichhe aa gayi
main tere pichhe pichhe aa gayi

maine teri yaado ke zulfo me lagaye phul
maine teri yaado ke zulfo me lagaye phul
aage teri marzi tu kar na kar mujhe kabul
chhod ke main apne chhod ke main apne
babul ke baag-bagiche aa gayi
saat samudar paar, saat samudar paar
main tere pichhe pichhe aa gayi
main tere pichhe pichhe aa gayi
zulmi meri jaan o zulmi meri jaan
tere kadamo ke niche aa gayi
saat samudar paar
main tere pichhe pichhe aa gayi
main tere pichhe pichhe aa gayi

Top New Hindi Songs 2022   English Chartbuster Songs  Latest Hindi Videos List  Punjabi Hit Songs 2022 

Pardesi Panchi Banka Saat Samundar Paar  Lyrics

Pardeshi Panchi Bankar
Udh Chala Kahan Chori Se
Tere Sath Main Bandhi Huyi Hoon
Pyaar Ki Kachchi Dori Se
Pyaar Ki Kachchi Dori Ko
Main Khiche Khiche Aa Gayi

Saat Samundar Par Main Tere
Pichhe Pichhe Aa Gayi
Main Tere Pichhe Pichhe Aa Gayi..