Shaan Songs Lyrics
Yamma Yamma Lyrics
Yamma yamma yamma yamma
Yeh khubsurat sama
Yamma yamma yamma yamma
Yeh khubsurat sama
Bas aaj ki raat hai zindagi
Kal hum kahan tum kahan
Bas aaj ki raat hai zindagi
Kal hum kahan tum kahan
Yamma yamma yamma yamma
Yeh khubsurat sama
Yamma yamma yamma yamma
Yeh khubsurat sama
Bas aaj ki raat hai zindagi
Kal hum kahan tum kahan
Bas aaj ki raat hai zindagi
Kal hum kahan tum kahan
Kab kya hojae kisko khaber
Aa nachle jhumkar
Kab kya hojae kisko khaber
Aa nachle jhumkar
Yeh zindagi ek lamba safar
Pal bhar ke sab hum safar
Ek raat ke mehmaan sab
Yahan kal hum kahan tum kahan
Ek raat ke mehmaan sab
Yahan kal hum kahan tum kahan
Yamma yamma yamma yamma
Yeh khubsurat sama
Bas aaj ki raat hai zindagi
Kal hum kahan tum kahan
Haste huwe aisi shaan
Se deewane jal jaenge
Are haste huwe aisi shaan
Se deewane jal jaenge
Are jalti shama se milke
Gale parwane jal jaenge
Reh jayga yado ka diyaa
Kal hum kahan tum kahan
Are reh jayga yado ka
Kal hum kahan tum kahan
Yamma yamma yamma
Yamma yeh khubsurat sama
Bas aaj ki raat hai zindagi
Kal hum kahan tum kahan
Bas aaj ki raat hai zindagi
Kal hum kahan tum kahan.
Pyaar Karne Waale Lyrics
Shukriyaa karam meharbani
Doston zindagi hasin hai
Magar sirf unake liye
Jino ne pyaar kiya hai
Kyoonki sirf pyaar karne
Waale hi jante hai
Aan baan aur shaan se
Jinaa kise kahete haihainaa
Pyaar karne wale
Pyaar karate hain shaan se
Pyaar karne wale
Pyaar karate hain shaan se
Jeete hain shaan se
Marte hain shaan se
Pyaar karne wale
Pyaar karate hain shaan se
Jeete hain shaan se
Marte hain shaan se
Ho lete hain kisikaa jo
Naam unako hazaaron salaam
Kabhi rukate nahin kahin jhukate
Nahin chaahe kuch bhi ho anjaam
Ho lete hain kisikaa jo
Naam unako hazaaron salaam
Kabhi rukate nahin kahin jhukate
Nahin chaahe kuch bhi ho anjaam
Pyaar ki gali se
Guzarate hain shaan se
Jite hain shaan se
Marte hain shaan se
Pyaar karne wale pyaar
Karate hain shaan se
Jeete hain shaan se
Marte hain shaan se
Ho rastaa nahin aasaan
Denaa padta hai imtehaan
Ye hai dil ki lagi ye nahin
Dillagi aate hain kai tuufaan
Ho rastaa nahin aasaan
Denaa padta hai imtehaan
Ye hai dil ki lagi ye nahin
Dillagi aate hain kai tuufaan
Jo dubke fir ubharate hain shaan se
Jite hain shaan se
Marte hain shaan se
Oo pyaar karne wale
Pyaar karate hain shaan se
Jeete hain shaan se
Marte hain shaan se.
Jaanu Meri Jaan Lyrics
Jaanu meri jaan
Main tere qurbaan
Jaanu meri jaan
Main tere qurbaan
Are main teraa tu meri
Jaane sara hindustaan
Main teraa tu meri
Jaane sara hindustaan
Jaanu meri jaan
Main tere qurbaan
Jaanu meri jaan
Main tere qurbaan
Are main teraa tu meri
Jaane sara hindustaan
Main teraa tu meri
Jaane sara hindustaan
Gusse se hai pyaar
Badaa pyaar se aitabaar
Jab aa jaae aa jaanaa
Main karungaa intazaar
Gusse se hai pyaar
Badaa pyaar se aitabaar
Jab aa jaae aa jaanaa
Main karungaa intazaar
Are jaanu meri jaan
Main tere qurbaan
Jaanu meri jaan
Main tere qurbaan
Are main teraa tu meri
Jaane sara hindustaan
Main teraa tu meri
Jaane sara hindustaan
Nazaron se na tol
Mujhe dil se kaam le
Tu jisakaa vo tere bin
Kyun kisi ka naam le
Nazaron se na tol
Mujhe dil se kaam le
Tu jisakaa vo tere bin
Kyun kisi ka naam le
Jaanu meri jaan
Main tere qurbaan
O jaanu meri jaan
Main tere qurbaan
Are main teraa tu meri
Jaane sara hindustaan
Main teraa tu meri
Jaane sara hindustaan
Chhoti si ik baat bane
Baat se daastaan
Bul ke sab baato hansate
Hain vohi pyaar ki shaan
Chhoti si ik baat bane
Baat se daastaan
Bhul ke sab baato hansate
Hain vohi pyaar ki shaan
Jaanu meri jaan
Jaanu meri jaan
Main tere qurbaan
Main teri tu meraa
Jaane sara hindustaan
Jaanu meri jaan
Main tere qurbaan
Main teri tu meraa
Jaane sara hindustaan.
Doston Se Pyar Kiya Lyrics
Doston se pyar kiya
Dusmano se badla liya
Jo bhi kiya hamne kiya
Shaan se
Shaan se
Doston se pyar kiya
Dusmano se badla liya
Jo bhi kiya hamne kiya
Shaan se shan se
Doston se pyar kiya
Dusmano se badla liya
Jo bhi kiya hamne kiya
Shaan se shan se.
Hindi Songs 2022 English Songs 2022 Punjabi Songs 2022
Naam Abdul Hai Mera Lyrics
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Naam abdul hai mera kya
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Naam abdul hai mera kya
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Sar kisike saamane jhuk
Jaae mera ye mujhe mazur nahi
Aa pade vaqt to maut aae
Sahi par mai majabur nahi
Sar kisike saamane jhuk
Jaae mera ye mujhe mazur nahi
Aa pade vaqt to maut aae
Sahi par mai majabur nahi
Jaan par khel jaaun mai
Wo jigar rakhta hun
Jaan par khel jaaun mai
Wo jigar rakhta hun
Naam abdul hai mera kya
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Kisne liyaa kisne diya kisne
Kahaan maal chhupa rakha hai
Maine is dil me saari duniya
Kaa haal chhupa rakha hai
Kisne diya kisne liyaa kisne
Kahaan maal chhupa rakha hai
Maine is dil me saari duniya
Kaa haal chhupa rakha hai
Bol sakta hun zubaan
Band magar rakhta hun
Bol sakta hun zubaan
Band magar rakhta hun
Naam abdul hai mera kya
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Aate jaate hue mai sab
Pe nazar rakhta hun
Naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun
Ho naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hun.
Dariya Mein Jahaz Chale Lyrics
Dariya me
Dariya me jahaz chale pasha
Dekho naya aaj tamasha
Dariya me jahaz chale pasha
Dekho naya aaj tamasha
Aage daude eingine
Piche daude boggy
Aage daude eingine
Piche daude boggy
Are pani pe chalenge nat yogi
Nat yogi
Are pani pe chalenge nat yogi
Nat yogi
Hari om hari om
Dariya me jahaz chale pasha
Dekho naya aaj tamasha
Dariya me jahaz chale pasha
Dekho naya aaj tamasha
Dekho ye kitne bhole hai
Jab bole om hi bole hai
Na inko lalacha maya ka
Na dukh sukh dhup chaya ka
Na inko garmi lagti hai
Na inko sardi lagti hai
Na inko lalacha maya ka
Na dukh sukh dhup chaya ka
Na inko garmi lagti hai
Na inko sardi lagti hai
Na dil ki bat talakt nari
Ye bachpan se hai barham chari
Ye dono ye dono
Ye dono sache prem ke prem yogi
Dariya me jahaz chale pasha
Dekho naya aaj tamasha
Dariya me jahaz chale pasha
Dekho naya aaj tamasha
Aage daude eingine
Piche daude boggy
Aage daude eingine
Piche daude boggy
Are pani pe chalenge nat yogi
Nat yogi
Are pani pe chalenge nat yogi
Nat yogi
Hari om hari om
Hari om hari om.
Mittua Lyrics
Tere liye jina tere liye marna(x2)
ho mitwa ho ho
dunia se kya darna
ye jan bhi usko denge
dil jisko diya
mitwa tere liye jina
Tere liye jina tere liye marna(x2)
o mitwa
ho dunia se kya darna
ye jan bhi use denge
dil jisko diya
mitwa tere liye jina
Hawa ka jhoka hai najar ka dhokha hai(x2)
ho mitwa ho ho ho
ye dunia wo dunia bas mel dilo ka
khel dilo ka hai
bas tere liye jina
Yahi mohabbat hai yahi jawani hai(x2)
ho mitwa ho ho
ulfat jo karte hai
un logo ki bas yahi nishani hai
ho mitwa tere liye jina
Wada nahi toda ho na ye kasam todi
wada nahi toda na ye kasam todi
hum jite ya hare
har hal me apni shan nahi chodi
mitwa tere liye jeena
tere liye marna
ho mitwa
dunia se kya darna
ye jan bhi use denge
dil bhi jisko diya
mitwa