Sapney Songs Lyrics Video List

Chanda Re Chanda Re Lyrics

Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa
Baithenge, baatein karenge
Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa
Baithenge, baatein karenge

Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa
Baithenge, baatein karenge
Tujhko aate idhar laaj aaye agar
Odh ke aaja tu baadal ghane

Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa
Baithenge, baatein karenge
Tujhko aate idhar laaj aaye agar
Odh ke aaja tu baadal ghane
Gulshan gulshan, vaadi vaadi
Behti hai resham jaisi hawa
Gulshan gulshan, vaadi vaadi
Behti hai resham jaisi hawa Jungal jungal, parvat parvat
Hai neend mein sab ik mere siwa
Chanda, chanda aaja sapnon ki
Neeli nadiya mein nahayein
Aaja yeh taare chun ke hum haar banayein
In dhundhli dhundhli raahon mein
Aa dono hi kho jaayein

Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa
Baithenge, baatein karenge
Tujhko aate idhar laaj aaye agar
Odh ke aaja tu baadal ghane

Chanda se poochhenge hum saare sawal nirale
Jharne kyon gaate hain, panchhi kyon matwale
Ho kyun hai savan maheena ghataon ka
Chanda se poochhenge hum saare sawal nirale
Chanda chanda
Titli ke par kyon itne rangin hote hain
Jugnu raaton mein jaage to kab sote hain
In dhundhli dhundhli raahon mein
Aa dono hi kho jaayein

Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa
Baithenge, baatein karenge
Tujhko aate idhar laaj aaye agar
Odh ke aaja tu baadal ghane

 

Aawara Bhavre Lyrics

Awara bhanwre, jo haule haule gaye
Phoolon ke tan pe, hawayen sar sarayen (6 beats)
Awara bhanwre, jo haule haule gaye (2 bars)
Phoolon ke tan pe, hawayen sar sarayen (2 bars)
Awara bhanwre, jo haule haule gaye
Phoolon ke tan pe, hawayen sar sarayen
Koyal ki koohoo koohoo, papihe ki peehuu peehuu
Jungle mein chinghar ki chayen jayen
Nadiyan mein laheren ayen
Balkhayen chalki jaayen
Bheege hoton se who gun gunaaye
Gaataa hai sahil, gata hai beheta paani
Gata hai ye dil, sun Sa Re Ga Ma Pa Da Ni Sa Re Awara bhanwre, jo haule haule gaye Phoolon
Ke tan pe, hawayen sar sarayen
1
He he he hey hey hey
Raat jo ayen to, sanata chayen to
Tik tik kare ghardi suno Door kahin guzre, rail ki sipul se
Goonjhe dharaa dhari suno
Sangeet hai ye, sangeet hai _ (2)
Manka sange et suno Baahon mein leke bacha maa jo koi lori gaye
Mamta ka geet suno
Hilkore hilkore (2)
Bangla re bangala chorri chorri bhaya
Hilkore, hilkore (2)
Jungla re jangalare re bhoomi raage bhaya
Awara bhanwre, jo haule haule gaye
Aah, phoolon ke tan pe, hawayen sar sarayen
2
Bheege parinde jo, khud ko sukhaane ko
Par phard pharate hai suno
Gai bhi bhel bhi, gal mein pardi ganti
Kaise bajaate hai suno
Sangeet hai ye, sangeet hai _ (2)
Jeevan sangeet suno Barkha rari who nagin payera jo chayen gayen
Dharti ka geet suno
Hilkore hilkore (2)
Bangla re bangala chorri chorri bhaya
Hilkore, hilkore (2)
Jungla re jangalare re bhoomi raage bhaya
Awara bhanwre, jo haule haule gaye
Phoolon ke tan pe, hawayen sar sarayen
Koyal ki koohoo koohoo, papihe ki peehuu peehuu
Jungle mein chinghar ki chayen jayen
Nadiyan mein laheren ayen
Balkhayen chalki jaayen
Bheege hoton se who gun gunaaye
Gaataa hai sahil, gata hai beheta paani
Gata hai ye dil, sun Sa Re Ga Ma Pa Da Ni Sa Re Hilkore yey who who yeh yeh yeh

Ek Baghiya Mein Lyrics 

Hoo la la la, hoo la la la
Hoo la la la la la la la la
Oh ho hoo la la la, hoo la la la
Hoo la la la la la la la la

Ek bagiya mein rehti hai ek maina
Poochhti hai ke bolo kya hai kehna
Mera rang haseen hai kya, mera ang haseen hai kya
Kabhi poochhe to mera jawaab yehi hoga

Hoo la la la, hoo la la la
Hoo la la la la la la la la
Oh ho hoo la la la, hoo la la la
Hoo la la la la la la la la

Ek hai raasta, raste mein gaadi
Ae gaadi mein hai ladki
Maine jo poochha rang sari ka
Voh boli dhanak jaisa
Rim jhim barse jalti tapti dharti par jo kabhi paani
Uthe dharti se sondhi sondhi khushbuon ki dhanke suhaani

Hoo la la la, hoo la la la
Hoo la la la la la la la la

Jhoome jaa, jhoome jaa
Zindagi ke phal koi yeh pyaar se chakhe to meethe hai
Jhoome jaa, jhoome jaa
Panchhiyon ke sur koi dhyaan se sune to meethe hai
Kaanon mein hain mere saari duniya ki aawaazein
Unse bani tasveerein kayi
Jhoome jaa, jhoome jaa
Raahi tu jhoome jaa, bhool jaa pareshaaniyaan
Rim jhim barse jalti tapti dharti par jo kabhi paani
Uthe dharti se sondhi sondhi khushbuon ki dhanke suhaani

Hoo la la la, hoo la la la
Hoo la la la la la la la la
Oh ho hoo la la la, hoo la la la

Ek bagiya mein rehti hai ek maina
Poochhti hai ke bolo kya hai kehna
Mera rang haseen hai kya, mera ang haseen hai kya
Kabhi poochhe to mera jawaab yehi hoga

Jhoome jaa, jhoome jaa
Jab tak hai jeevan mein yeh sardi garmi yeh hawa
Jhoome jaa, jhoome jaa
Duniya mein har dil ko hai geet koi to mila
Geeton mein hai jinke pyaar sapnon ki duniyaein
Unko milti hain raahein nayi
Jhoome jaa, jhoome jaa
Baadal jo hai garja, dil pe bani parchhaaiyaan
Rim jhim barse jalti tapti dharti par jo kabhi paani
Uthe dharti se sondhi sondhi khushbuon ki dhanke suhaani

Hoo la la la, hoo la la la
Hoo la la la la la la la la

Ek bagiya mein rehti hai ek maina

Oh ho hoo la la la, hoo la la la
Hoo la la la la la la la la

Poochhti hai poochhti hai kya kehna

Hoo la la la, hoo la la la
Hoo la la la la la la la la
Oh ho hoo la la la, hoo la la la
Hoo la la la la la la la la

Roshan Hui Raat Lyrics 

Raushan hui raat,
Vo aasamaan se
Utarake zami pe aayaa
Raushan hui raat,
Mariyam kaa betaa,
Mohabbat ka sadesh laayaa

Duniyaa mein wo maharabaan,
Saath laayaa sachchaai ke ujaale
Duniyaa me banake masihaa
Vo aayaa, ki hamako
Duhkho se bachaa le
Raushn hui raat

Wo aayaa sine se unako
Lagaane ko hai yahaam besahaare
Wo aayaa baaho mein unako chhupaane
Jo hai yahaam gham ke maare

Raushan hui raat jab jagamagaya
Purab gagan kaa sitaaraa
Rushan hui raat huqm-e-khudaa se
Mariyam ne yesu pukaaraa
Raushan hui raat.

Door Na Mujhse Lyrics 

Door Na Jaa Mujh Se Paas Aa
Kahta Hu Tujhse Paas Aa
Mera Tan Pyasa Man Pyasa
Nahi Mujhko Chain Jara Sa
Mere Ang Ang Me Angare

Door Na Jaa Mujh Se Paas Aa
Kahta Hu Tujhse Paas Aa
Mera Tan Pyasa Man Pyasa
Nahi Mujhko Chain Jara Sa
Mere Ang Ang Me Angare
Door Na Jaa Mujh Se Mujhse Paas Aa

Sulagti Sanse Tarasti Bahe Hai Meri
Jaha Bhi Tu Hai Wahi Nigahe Hai Meri
Hai Chand Jaisa Tera Ye Chehre
Hai Kadam Tera Suraj
To Phir Kyu Hai
Ke Yu Andheri Sari Rahe Hai Meri
Tere Ye Ujale Mai Baho Me Bharlu
Tujhe Chuke Khud Ko Amar Aaj Kar Lu
Machal Raha Hai Dil Mera
Door Na Jaa Mujh Se Paas Aa
Kahta Hu Tujhse Paas Aa

Kabhi To Hoga Ye Hath Mere Hatho Mein
Kabhi To Chalkega Ye Pyar Teri Bato Mein
Kabhi To Pighlenge Tere Tan Man Mere Karib Aake
Kabhi To Tutenge Sare Bandhan
Mahki Mahki Rato Mein
Teri Aarzu Jo Karta Hu Janam
Na Jita Hu Jnama Na Marta Hu Janam
Tadap Raha Hai Dil Mera

Door Na Jaa Mujh Se Paas Aa
Kahta Hu Tujhse Paas Aa
Mera Tan Pyasa Man Pyasa
Nahi Mujhko Chain Jara Sa
Mere Ang Ang Me Angare
Door Na Jaa Mujh Se Mujhse Paas Aa.

Hindi Songs Lyrics     New Bollywood Songs 2022   New Hindi Video Songs 2022   Old Hindi Evergreen Songs

Teri Meri Baat Lyrics 

Teri meri baat ho
Kaise jabke hai ye hal
Main jinko zulfe kahta hu
Tu kahta hai bal
Main inko banau main inko sawaru
Main inko sajau ye mera hai kam
Inko jo chulu to gum ko main bhulu
Dil mera paye aaram
Teri meri baat ho
Kaise jabke hai ye hal
Main jinko zulfe kahta hu
Tu kahta hai bal
Main inko banau main inko sawaru
Main inko sajau ye mera hai kam
Inko jo chulu to gum ko main bhulu
Dil mera paye aaram

Katu jab zulfe to sab kahe aah
Bad mein magar sab kahe wah ji wah
Katu jab zulfe to sab kahe aah
Bad me magar sab kahe wah ji wah
Hai uske chehre pe sabki nigah
Zulfo ko jiski main hath laga du
Teri meri meri teri baat ho
Kaise jabke hai ye hal
Main jinko zulfe kahta hu
Tu kahta hai bal
Main inko banau main inko sawaru
Main inko sajau ye mera hai kam
Inko jo chulu to gum ko main bhulu
Dil mera paye aaram

Kali rato ki zulfe kali rsham si zulfe
Hai ghaneri ye zulfe hai andheri ye zulfe
Haye lahrati zulfe haye bal khati zulfe
Nagino jaisi ye zulfe
Kya kahu kaisi zulfe
O sun le tu jara sunle
Meri baat azab nirali hai
O sunle tu abhi khuke
Ye zulf bikharne wali hai

Teri meri meri teri baat
Ho kaise jabke hai ye hal
Main jinko zulfe kahta hu
Tu kahta hai bal
Main inko banau main inko sawaru
Main inko sajau ye mera hai kam
Inko jo chulu to gum ko main bhulu
Dil mera paye aaram

Zulfe sawaru main to
Wo bhi hai khush
Main bhi hu khush
Rup nikharu main to
Wo bhi hai khush
Main bhi hu khush
Zulfo wale mujhko jane sare
Hasi mujhko pahchane
Kya samjhau kaise main baatalu
Jisme barso se uljha
Hu zulfo ka hai jal
Teri meri meri teri baat ho
Kaise jabke hai ye hal
Main jinko zulfe kahta hu
Tu kahta hai bal
Main inko banau main inko sawaru
Main inko sajau ye mera hai kam
Inko jo chulu to ghum ko main bhulu
Dil mera paye aaram.