Pehchan Songs Lyrics

Karle Dil Ki Baat Lyrics

Kar le dil ki baat kar le dil ki baat
Aaj mauqa hai aaj mauqa hai
Are kar le dil ki baat kar le dil ki baat
Aaj mauqa hai aaj mauqa hai
Chal duniyaa ke saath
Chal duniyaa ke saath
Aaj mauqa hai aaj mauqa hai
Are chal duniyaa ke saath
Chal duniyaa ke saath
Aaj mauqa hai aaj mauqa hai

Pyaar teraa dhadakan mein
Rakh loon mithaa dard banaa ke
Apne ghunghat ki badali mein
Le jaa un tujhe chhupaa ke
Apne maathe pe likh
loon tujhako taqadir banaa ke
Teri duniyaa mein kho
Jaa un apnaa aap bhulaa ke
Naachun tere saath
Naachun tere saath
Aaj mauqa hai aaj mauqa hai
Kar le dil ki baat kar le dil ki baat
Aaj mauqa hai aaj mauqa hai

Patali patali qamar ye
Teri lachak ga i bal khaa ke
Lut gayaa ik paradesi gori
Teri gali mein aa ke
Jitane bhi aramaan hain
Mere sab ke geet banaa de
Sab rang phike pad jaa en
Tu aisaa rang jamaa de
Are kar de sabako maat
Are kar de sabako maat
Aaj mauqa hai aaj mauqa hai
Are kar le dil ki baat
Kar le dil ki baat aaj mauqa hai
Aaj mauqa hai

Jhuk jhuk lambe ho ga e
Teri palakon ke ye saa e
Maang ye teri zulfon ki
Kuchh kahane se sharamaae
Apne munh se kaise kah dun
Tujhako hi man chaahe
Mere dil ki baat sharam
Se honthon pe ruk jaae
Are sab kuchh tere haath
Are sab kuchh tere haath
Aaj mauqa hai aaj mauqa hai
Are kar le dil ki baat kar le dil ki baat
Aaj mauqa hai aaj mauqa hai
Are chal duniyaa ke saath
Chal duniyaa ke saath
Aaj mauqa hai aaj mauqa hai
Are kar le dil ki baat kar le dil ki baat
Aaj mauqa hai aaj mauqa hai.

Lo Aayee Hai Jawani Lyrics

Lo aayi hai jawani
Roop ke nagame gaati
Jeevan ke safar mein
Koi to milega sathi
Ab hosh mein hai rut
Hai badi madmati
Ab hosh mein hai rut
Hai badi madmati
Lo aayi hai jawani
Roop ke nagame gaati

Apne rang jamati aayi
Bal kahti sharmati aayi
Duniya ki rangeen
Chaman mein bijali si laharati aayi
Ho aayi hai jawani
Roop ke nagame gaati
Jeevan ke safar me
Koi to milega sathi
Ab hosh mein hai rut
Hai badi madmati
Ab hosh mine hai rut
Hai badi madmati
Lo aayi hai jawani
Roop ke nagame gaati

Balo mein ghan klale kale
Galo mein rangeen najare
Baki kit baat anokhi
Pine ke andhaj nirale
Lo aayi hai jawani
Roop ke nagame gaati
Jeevan ke safar mein
Koi to milega sathi
Ab hosh mein hai rut
Hai badi madmati
Ab hosh mein hai rut
Hai badi madmati
Lo aayi hai jawani
Roop ke nagame gaati

Dil mein apne aag liye hai
Kanto mein ikrar liye baite baite
Ye deewani chahat ka agaz liye hai
Lo aayi hai jawani
Roop ke nagame gaati
Jeevan ke safar mein
Koi to milega sathi
Ab hosh mein hai
Rut hai badi madmati
Ab hosh mein hai
Rut hai badi madmati
Lo aayi hai jawani
Roop ke nagame gaati.

Paise Ki Pehchan Yahan Lyrics

Paise ki pahachaan yaha
Insaan ki qimat koi nahi
Bach ke nikal jaa is basti
Mein karta mohabbat koi nahi

Biwi bahan maan beti na
Koi paise kaa sab rishtaa hai
Biwi bahan maan beti na
Koi paise kaa sab rishtaa hai
Aankh kaa aansu khun
Jigar kaa mitti se bhi sastaa hai
Mitti se bhi sastaa hai
Sab ka teri jeb se nata
Teri zururat koi nahi
Bach ke nikal jaa is basti
Mein karta mohabbat koi nahi

Shokh gunaaho ki ye mandi
Mithaa zahar jawaani hai
Shokh gunaaho ki ye mandi
Mithaa zahar jawaani hai
Kahate hai imaan jise wo
Kuchh noto ki kahaani hai
Kuchh noto ki kahaani hai
Bhukh hai mazahab is
Duniya kaa aur haqiqat koi nahi
Bach ke nikal jaa is basti mein
Karta mohabbat koi nahi

Zindagi kyaa hai cheez yaha
Mat puchh aankh bhar aati hai
Zindagi kyaa hai cheez yaha
Mat puchh aankh bhar aati hai
Raat mein karati byaah kali wo
Bewaa subah ho jaati hai
Bewaa subah ho jaati hai
Aurat ban kar is kuche
Mein rahati aurat koi nahi
Bach ke nikal jaa is basti
Mein karta mohabbat koi nahi
Karta mohabbat koi nahi.

Aaya Na Humko Pyar Jatana Lyrics

Aaya naa hamko pyaar jataana
Pyaar kabhi se tujhe karte hain
Aaya naa hamko pyaar jataana
Pyaar kabhi se tujhe karte hain
Bhola pan teraa bha gaya
Hamko saadagi par teri marte hain
Aaya naa hamko pyaar jataana
Pyaar kabhi se tujhe karte hain
Bhola pan teraa bha gaya
Hamko saadagi par teri marte hain

Jisane hamaare dil ko samjha
Woh ek teraa hi dil hai
Jisane hamaare dil ko samjha
Woh ek teraa hi dil hai
Teraa aanchal teri baahe
Apani yahi toh manzil hai
Apani yahi toh manzil hai
Hum to ter ho hi chuke hai
Apna kahete darte hai
Bhola pan teraa bha gaya
Hamko saadagi par teri marte hain

Surat achchhi sirat achchhrr
Tu toh ek hai laakho me
Surat achchhi sirat achchhrr
Tu toh ek hai laakho me
Ji karta hai dil se lagalu
Rakh apsa ke ankho me
Khud pe bharosa badh jaata
Hai jab tere saath gujarte hain
Bhola pan teraa bha gaya
Hamko saadagi par teri marte hain

Ek hi jeevan mein toh dil ki
Pyaas bujha nahi paayenge
Ek hi jeevan mein toh dil ki
Pyaas bujha nahi paayenge
Tujhako phir paane ke liye
Ham phir duniyaa me aayenge
Pyaar amar hai amar hi rahega
Marne waale insaan marte hain
Bhola pan teraa bha gaya
Hamko saadagi par teri marte hain
Aaya naa hamko pyaar jataana
Pyaar kabhi se tujhe karte hain
Bhola pan teraa bha gaya
Hamko saadagi par teri marte hain.

Bas Yehi Apradh Main Har Baar Lyrics

Bas yahi apraadh main
Har baar karta hoon
Bas yahi apraadh main
Har baar karta hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon
Bas yahi apraadh main
Har baar karta hoon
Bas yahin apraadh main
Har baar karta hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon
Lur lu lu lu lu lur lu lu
Lu lu lur lu lu lu lu lu
Lur lu lu lu lu lur lu lu
Lu lu lur lu lu lu lu lu

Ek khilona ban gaya
Duniya ke mele mein
Koi khele bheed mein
Koi akele mein
Ek khilona ban gaya
Duniya ke mele mein
Koi khele bheed mein
Koi akele mein
Muskuraakar bhent
Har sweekaar karta hoon
Muskurakar bhent
Har sweekaar karta hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon

Hoon bahot naadan
Karta hoon ye naadaani
Bechkar khushiyan
Kharidun aankh ka paani
Hoon bahot naadan
Karta hoon ye naadaani
Bechkar khushiyan
Kharidun aankh ka paani
Haath khali hain magar
Vyapaar karta hoon
Haath khali hain magar
Vyapaar karta hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon
Lur lu lu lu lu lur lu
Lu lu lu lur lu lu lu lu lu
Lur lu lu lu lu lur lu
Lu lu lu lur lu lu lu lu lu

Main basaana chaahta hoon
Swarg dharti par
Aadmi jismein rahe
Bas aadmi bankar
Main basana chahta hoon
Swarg dharti par
Aadmi jismein rahe
Bas aadmi bankar
Us nagar ki har gali
Taiyaar karta hoon
Us nagar ki har gali
Taiyaar karta hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon
Bas yahi apraadh main
Har baar karta hoon
Bas yahin apraadh main
Har baar karta hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon
Aadmi hoon
Aadmi se pyaar karta hoon.

Kaun Kaun Kitne Pani Mein Lyrics

Sab se bada nadan wahi hai
Jo samaajhe nadan mujhe
Sab se bada nadan wahi hai
Jo samaajhe nadan mujhe
Kaun kaun kitane pani mein
Sab ki hai pahachan mujhe
Sab se bada nadan wahi hai
Jo samaajhe nadan mujhe
Kaun kaun kitane pani mein
Sab ki hai pahachan mujhe
Sab se bada nadan wahi hai

Daulat hai tere kadamo mein
Qismat hai tere hatho mein
Khushiyan hai teri palako mein
Masti hai teri ankho mein
Sab kuchh tujhako malik ne
Diya main tujhako kya de sakata hun
Ik rup ko bhet ki rishvat dena
Lagata hai aparadh mujhe
Kaun kaun kitane pani mein
Sab ki hai pahachan mujhe
Sab se bada nadan wahi hai

Koi shan ki khatir paise ko
Pani ki tarah bahata hai
Kahi bin qimat malik ka diya
Pani paise se bikata hai
Is sabha ki sundar cheharo se
Raunak to badhati hai lekin
Raunak vale cheharo ke
Pichhe mile hai dil sunasan mujhe
Kaun kaun kitane pani mein
Sab ki hai pahachan mujhe
Sab se bada nadan wahi hai

Dharm karm sabhyata maryada
Nazar na ai mujhe kahi
Gita gyan ki bate dekho
Aaj kisi ko yad nahi
Maaf mujhe kar dena bhaiyo
Jhuth nahi main bolunga
Wahi kahunga apase jo gita se
Mila hai gyan mujhe
Kaun kaun kitane pani mein
Sab ki hai pahachan mujhe
Sab se bada nadan wahi hai
Jo samaajhe nadan mujhe
Kaun kaun kitane pani mein
Sab ki hai pahachan mujhe
Sab se bada nadan wahi hai.

Arijit Singh All Songs List    Neha Kakkar Top Songs List    Shreya Ghoshal Best Songs List    Best Hindi Songs

Wo Pari Kahan Se Laaun Lyrics

Wo pari kahaan se laaun
Teri dulhan jise banaaun
Ki gori koi pasand
Na aaye tujhako
Ki chhori koi pasand
Na aaye tujhako
Wo pari kahaan se laaun
Teri dulhan jise banaaun
Ki gori koi pasand
Na aaye tujhako
Ki chhori koi pasand
Na aaye tujhako

Ye to meri hai saheli
Dilavaali alabeli
Jaise motiyaa chameli
Jaise pyaar ki haveli
Solah saal ki umar
Kokaa kolaa si kamar
Ratti bhar bhi qasar
Kahi aaye na nazar

Kuchh huaa hai asar
Gol jude mein ye veni
Aur veni mein ye tahani
Kaise judiyo se ped ugaaye
Ye gagaaraam ke
Samajh mein na aaye
Wo pari kahaan se laaun
Teri dulhan jise banaaun
Ki gori koi pasand
Na aaye tujhako
Ki chhori koi pasand
Na aaye tujhako

Aankh jisaki hai billi
Naam usakaa hai lilli
Aise kajare ki dhaar
Jaise tikhi talavaar
Dekh hotho kaa ye
Rang chalane kaa dhang
Kate agrezi baal baandhaa
Resham kaa rumaal

Bolo kyaa hai khayaal
Ise jab liyaa taq
Mera dil huaa faq
Chhori ho ke hajaamat karaaye
Ye gagaaraam ke
Samajh me na aaye
Wo pari kahaan se laaun
Teri dulhan jise banaaun
Ki gori koi pasand
Na aaye tujhako
Ki chhori koi pasand
Na aaye tujhako

Naam uska kamal
Jese ganne ki phasal
Jese khilta gulab dekh
Pura hai panjab
Dekh rup ki umang
Jese hirani ka rang
Jese mithi ho khjur
Aisa mukhade pe noor
Bol hai manjoor

Ye to nache cham cham
Mera nikle hai dum
Ise bhangada kon nachae
Ye ganga raam ki
Amaj mein na aaye
Wo pari kahaan se laaun
Teri dulhan jise banaaun
Ki gori koi pasand
Na aaye tujhako
Ki chhori koi pasand
Na aaye tujhako

Ye to sindh se hai aayi
Kari b a ki phadhai
Tang kurta payjaama
Ye to chokari hungama
Jese titali ke ang
Jese udti patang
Jese koyal ki kook
Jese khile khosbo
Kehati i love you
Hekad bhu hekad bhu
Ek tu hi tu tu hi tu
Ese nakhare kon uthae
Ye ganga raam ki
Amaj mein na aaye
Wo pari kahaan se laaun
Teri dulhan jise banaaun
Ki gori koi pasand
Na aaye tujhako
Ki chhori koi
Pasand na aaye tujhako

Na ye dil ki hai choti
Na ye pyaar ki hai khoti
Jara ho gai hai moti
Tabhi lagti hai choti
Dekho uske masal
Ghi khaati hai asal
Tere kheto mein ye jaae
Tere hal bhi ye chalaae
Tere bade kaam aaye

Muje karo na heran
Ye to lage pahelwaan
Ise kasrat kon karaye ye
Ye ganga raam ki
Amaj mein na aaye
Wo pari kahaan se laaun
Teri dulhan jise banaaun
Ki gori koi pasand
Na aaye tujhako
Ki chhori koi pasand
Na aaye tujhako

Chhodo ye to hai nadan
Kare sabko haraan
Nahi samje ga pyaar
Ye to hai bilkul gavaar
Ise rehne do kavaara
Phir ne do mara mara
Aao hum sb jaaye
Maja isko chakhaye
Hose iske udaaye
Ye hot jab kole
Baar baar ye hi bole
Ye ganga raam ki
Amaj mein na aaye
Ye ganga raam ki amaj.