Major Saab Songs Lyrics Video List

Akeli Na Bazaar Jaya Karo Lyrics

Akeli Na Bazaar Jaya Karo

Nazar Lag Jayegi

Sabaki Nazar Mein Na Aaya Karo

Nazar Lag Jayegi..(x2)

Samjho Zara Baat Meri Janab

Bajaria Mein Sabaki Najaria Kharab

Nazar Lag Jayegi

Nazar Lag Jayegi

Akeli Na Bazaar Jaya Karo

Nazar Lag Jayegi..(x2)

Tum Aaina Jo Dekho

Woh Bhi Sambhal Ke Dekho..(x2)

Chanchal Sa Man Tumhara

Na Faasle Tumhi Ko

Chanchal Sa Man Tumhara

Na Faasle Tumhi Ko

Darpan Se Khudako Bachaya Karo

Nazar Lag Jayegi

Akeli Na Bazaar Jaya Karo

Nazar Lag Jayegi..(x2)

O Patjhad Ho Ya Ho Sawan

Ho Basant Ya Bahaar

Patjhad Ho Ya Ho Sawan

Ho Basant Ya Bahaar

Tere Roop Ka Nazara

De Ta Mujhe Qarar

Tere Roop Ka Nazara

De Ta Mujhe Qarar

Na Jhatka Ke Zulfein Phiraya Karo

Nazar Lag Jayegi..(x2)

Akeli Na Bazaar Jaya Karo

Nazar Lag Jayegi

Nazar Lag Jayegi

Maine Tumse Ye Kaha Tha

Mujhe Saath Le Ke Chalna..(x2)

Tumne Bhi Yahi Bola

Haan Saath Hi Hai Chalna

Tumne Bhi Yahi Bola

Haan Saath Hi Hai Chalna

Waada Kiya To Nibhaya Karo

Baat Ban Jayegi

Baat Ban Jayegi

Akeli Na Bazaar Jaya Karo

Nazar Lag Jayegi

Sabaki Nazar Mein Na Aaya Karo

Nazar Lag Jayegi

Deewana Karoogi Duniya Ko Tum

Agar Baat Meri Na Manoogi Tum

Nazar Lag Jayegi…(x3)

Deewana Ban Lyrics

deewana ban to aisa ban dekhe zami dekhe gagan
dilwala wahi jo karke irada
har bazi jeete mohobat ho ya jung

deewana ban to aisa ban dekhe zami dekhe gagan
dilwala wahi jo karke irada
har bazi jeete mohobat ho ya jung
deewana ban to aisa ban dekhe zami dekhe gagan

bazi mohobat ki ho chahae jung ho
bazi mohobat ki ho chahae jung ho
hargiz naa harna maine sikha

Pyaar Tumse Karna Hai Lyrics

karna hai karna hai pyar tumse karna hai
ha karna hai karna hai pyar tumse karna hai
bazi hai dil ki bazi me dil ki
bazi me dil ki zamane se kya darna hai
karna hai karna hai pyar tumse karna hai
karna hai karna hai pyar tumse karna hai

pyar me jina aata hai hume pyar me marna aata hai
pyar me jina aata hai hume pyar me marna aata hai
rok nahi sakta koi hume had se gujarna aata hai
chudiya jo pehanugi to piya ji ke hath se
premi na dare hai na darenge kisi bat se
sun le zamana sun le zamana
sun le zamana hume sang jina marna hai
karna hai karna hai pyar tumse karna hai
karna hai karna hai pyar tumse karna hai

roz subha uthke maine jab jab hatho ko dekha hai
ha roz subha uthke maine jab jab hatho ko dekha hai
dekha hai in hatho me apne hi milan ki rekha hai
doli jo uthegi to uthegi tere naam ki
mehandi jo lagegi to lagegi tere naam ki
wada ye wada, wada ye wada
wada ye humko sanam pura karna hai
karna hai karna hai pyar tumse karna hai
karna hai karna hai pyar tumse karna hai

aashiq to diwane hote hai wo kya duniya ki sochenge
aashiq to diwane hote hai wo kya duniya ki sochenge
wo sochenge to bas itna manjil pe kiase pehunchege
pyar karna aur darna humne ye sikha nahi
yaar ko dekha hai jabse aur kuch dekha nahi
o milke rahenge, milke rahenge kar le zamana
zamane ko jo karna hai
karna hai karna hai pyar tumse karna hai
karna hai karna hai pyar tumse karna hai
bazi hai dil ki bazi me dil ki
bazi me dil ki zamane se kya darna hai
karna hai karna hai pyar tumse karna hai
karna hai karna hai pyar tumse karna hai

Pyaar Kiya Toh Nibhana Lyrics

Kehta hai pal pal tumse
Ho ke dil ye deewana
Kehta hai pal pal tumse
Ho ke dil ye deewana
Ek pal bhi jaane jaana
Mujhse door nahin jana
Pyaar kiya to nibhana
Pyaar kiya to nibhana
Pyaar kiya to nibhana
Pyaar kiya to nibhana
Kehta hai pal pal tumse
Ho ke dil ye deewana
Kehta hai pal pal tumse
Ho ke dil ye deewana
Ek pal bhi jaane jaana
Mujhse door nahin jana
Pyaar kiya to nibhana
Pyaar kiya to nibhana
Pyaar kiya to nibhana
Pyaar kiya to nibhana

Abh zindagi ka maksad
Hai bas tumhara saath
Ek baar keh do tum bhi
Haathoon mein le ke haath
O abh zindagi ka maksad
Hai bas tumhara saath
Ye kahe diya tumase
Haathoon mein le ke haath
Hum tum, tum hum ban ke rahein
Hum raaz humsafar
Shikwa kare na koi
Ek duje se umar bhar
Pyaar humara ho aisa ke
Dekhe ye zamaana
Pyaar kiya to nibhana
Pyaar kiya to nibhana
Pyaar kiya to nibhana
Pyaar kiya to nibhana
Kehta hai pal pal tumse
Ho ke dil ye deewana
Kehta hai pal pal tumse
Ho ke dil ye deewana
Ek pal bhi jaane jana
Mujhse door nahin jana
Pyaar kiya to nibhana
Pyaar kiya to nibhana
Pyaar kiya to nibhana
Pyaar kiya to nibhana

Na main tumhe sataoon
Na tum mujhe sataoo
Main tumko samajh jaoon
Tum mujhko samajh jao
Na main tumhe sataoon
Na tum mujhe sataoo
Main tumko samajh jaoon
Tum mujhko samajh jao
Chahaat hi pooja ho
Man mandir ho jaaneman
Ek duje ke bin
Ek pal bhi lagta nahin ho man
Phir to jeevan ban jayega
Pyaar ka taraana
Pyaar kiya to nibhana
Pyaar kiya to nibhana
Pyaar kiya to nibhana
Pyaar kiya to nibhana
Kehta hai pal pal tumse
Ho ke dil ye deewana
Kehta hai pal pal tumse
Ho ke dil ye deewana
Ek pal bhi jaane jaana
Mujhse door nahin jana
Pyaar kiya to nibhana
Pyaar kiya to nibhana
Pyaar kiya to nibhana
Pyaar kiya to nibhana.

Latest New Hindi Songs List 2022     Video Songs Hindi New   New English Songs    Kishore Kumar Songs List

Sona Sona Lyrics

Mere nach wich khul gayi baal
Bhabhi meri gut kar de
Mainu chadiya solwa saal
Bhabhi meri gut kar de
Nach wich khul gayi baal
Bhabhi meri gut kar de
Kaala doriya kunde naal aadiyaayi oye
Ke chhota devra bhabhi naal laadiyaayi oye
Kukdi o leni jid kud kud kar diye
Chhore nai jaana sath bud bud kar diye

Ek punjaban kudi punjaban
Hey ek punjaban dil churaake le gayi hay
Sona sona hai dil mera sona
Sona sona dil mera sona
Ek punjaban dil churaake le gayi hay
Sona sona hai dil mera sona
Sona sona dil mera sona
Surme waale nain ladaake le gayi, hai!
Sona sona hai dil mera sona
Sona sona dil mera sona

Ek punjaban kudi punjaban
Hey kudi pataaka dil churaake le gayi hay
Sona sona hai dil mera sona
Sona sona dil mera sona
Oh chhala veri pure ho ab tan mahida
Doore ke jana pehle doore ho jana pehle
Pure ve kal sur chhaliya
Raiyya ve kaanu teri laiyyo
Gora gora rang hai tera
Yun lassi punjabi
Yun lassi punjabi
Mere hawaale kar de ni kudiye
Roop nagar di chaabi
Roop nagar di chaabi
Yeh roop anokha khushboo da jhoka
Tere nak da thoka main ho gaya bokha
Purkh choodiyon ko khankaake le gayi hoye
Sona sona arre dil mera sona
Sona sona dil mera sona
Ek punjaban kudi punjaban
Kudi pataaka dil churaake le gayi hay
Sona sona arre dil mera sona
Sona sona dil mera sona

Aah aah aah aah, aah aah aah
Chhala na na tere kep par mitthe
Mere hoi allah sab nu
De re ve gal sun chhaliya
Do laaul pe phukaada allah
Jo da galla kar le baliye
Kuch khatti kuch meethi
Kuch khatti kuch meethi
Dekhke teri chaal dheeli
Baj gayi meri seeti
Baj gayi meri seeti
Tera nasha niraala
O tune kya kar daala
Yeh ishq da pyaala
main peene waala
Honton ki masti chhalkaake le gayi hay
Sona sona dil mera sona
Sona sona dil mera sona
Ek punjaban kudi punjaban
Kudi pathaaka dil churaake le gayi hay
Sona sona oye dil mera sona
Sona sona dil mera sona
Surme waale nain ladaake le gayi hay
Sona sona arre dil mera sona
Sona sona dil mera sona.

Tere Pyar Mein Lyrics

Tere pyar mein main madahosh raha
Mujhe baheka hua badal na samaj
Tere pyar mein main madahosh raha
Mujhe baheka hua badal na samaj
Maine bhi duniya dekhi he
Maine bhi duniya dekhi he
Aye yar mujhe pagal na samaj
Tere pyar mein mein

Mere dil ki lagi to na jana koi
Mera dil kisi gham ka aadi he
Meri jan kisiki is dil mein
Choti si ek samadhi he
Ek gham ki badali
Ek gham ki badali chayi he
Tu apna use aachal na samaj
Tere pyar mein main madahosh raha
Mujhe baheka hua badal na samaj
Tere pyar mein mein

Tere gham mein mera gham shamil he
Ye baat bhula du mein kese
Main tere bina nahi ji sakta
Main tujhse chhupalu ye kese
Ek khwaab tha
Ek khvab tha jo ke toot gaya
Tu dil ki halchal to samaj
Tere pyar mein main madahosh raha
Tere pyar mein main
Madahosh raha
Mujhe baheka hua badal na samaj
Maine bhi duniya dekhi he
Aye yar mujhe pagal na samaj
Tere pyar mein mein.