Kyunki Mai Jhooth Nahi Bolta Songs Lyrics List

Hai Udd Gayi Lyrics

“Udd Gaye Meri Neend” is a lively duet showcasing the intriguing love triangle between Govinda, Sushmita Sen, and Rambha. This enchanting song features the melodious voices of Sonu Nigam and Anuradha Sriram, who breathe life into the musical magic. The composition by Anand Raj Anand sets the perfect backdrop for the blossoming romance, while Dev Kohli’s heartfelt lyrics add depth to the emotions portrayed. With Govinda, Sushmita Sen, and Rambha bringing their charisma to the screen, the song becomes a visual and auditory delight, leaving a lasting impact on the audience. “Udd Gaye Meri Neend” captures the essence of love, longing, and the complexities of relationships in a melodious and captivating manner.

Hai udd gayi meri neend
Raam main ki kara main ki kara
Main kho gayi re kho gayi re kho gayi re
Hai udd gayi meri neend
Raam main ki kara main ki kara
Main kho gayi re kho gayi re kho gayi re
Ho aaja paas tarsa na saajna
Warna mushkil ho gayi re
Udd gayi meri neend
Raam main ki kara main ki kara
Main kho gayi re kho gayi re kho gayi re
Ho aaja paas tarsa na soniye
Warna mushkil ho gayi re
Udd gayi meri neend raam

Dekhte hi dekhte tu dil lagi thaamne
Dekh tera balma khada hai tere saamne
Dekhte hi dekhte tu dil lagi thaamne
Dekh tera balma khada hai tere saamne
Mujhe kya khabar thi tu chupke se aayega
Mujhe kya khabar thi tu chupke se aayega
Mujhe kya khabar thi tu chupke se aayega
Neend re udanewaale chain bhi churayega
Karti hain takraar kyon ab kar le mujhse pyaar
Tu meri ho gayi re ho gayi re ho gayi re
Ho aaja paas tarsa na saajna
Warna mushkil ho gayi re
Udd gayi meri neend raam

Seene se laga ke tujhe apna banaunga
Dil mein chhupa ke kahin door leke jaaunga
Seene se laga ke tujhe apna banaunga
Dil mein chhupa ke kahin door leke jaaunga
Haay mar jaaun mujhe apna banayega
Haay mar jaaun mujhe apna banayega
Haay mar jaaun mujhe apna banayega
Thoda chitchor hai to kitna satayega
Maanegi na haar tu deewani ho gayi yaar tu
Tu meri ho gayi re ho gayi re ho gayi re
Ho aaja paas tarsa na saajna
Warna mushkil ho gayi re
Raam main ki kara main ki kara
Main kho gayi re kho gayi re kho gayi re
Ho aaja paas tarsa na soniye
Warna mushkil ho gayi re.

Ek Ladki Deewani Si

Ek Ladki Deewani Si” is a high-spirited and lively song that comes to life through the captivating performances of Govinda and Sushmita Sen, portraying the lead roles in the enchanting movie “Kyunki Main Jhooth Nahi Bolta.” This peppy musical creation infuses the film with infectious energy, leaving the audience immersed in its vibrant charm.

Prateek Jospeh’s melodious voice brings an unmatched enthusiasm to “Ek Ladki Deewani Si,” delivering the song’s spirited essence with remarkable finesse. His heartfelt rendition perfectly complements the song’s exuberant and joyous vibe, leaving a lasting impression on the hearts of listeners.

The gifted composer, Anand Raj Anand’s catchy tunes and foot-tapping beats contribute to the song’s celebratory atmosphere, capturing the essence of youthful exuberance and the thrill of newfound love.

Fueling the song’s charm are the lively and expressive lyrics penned by the versatile Prtaeek Joseph. His words vividly portray the enthusiasm of a young girl deeply in love, encapsulating the essence of her infatuation and carefree spirit. The lyrics artfully paint a picture of youthful ardor and unfettered joy.

As Govinda and Sushmita Sen groove to the infectious rhythm of “Ek Ladki Deewani Si,” their on-screen chemistry adds an extra layer of charm, making the song a visual spectacle that enhances the movie’s appeal.

Ek ladki deewani si
Dil le gay le gayi le gayi
Is mein kya bolo yaaro
Hai meri khata
Are nai nai nai nai nai nai
Yeh to hota hi rehta hai
Yehi chahat hai deewane
Kya tujhko nahin pata
Ho ek ladki deewani si
Dil le gay le gayi le gayi
Is mein kya bolo yaaro
Hai meri khata
Are nai nai nai nai nai nai
Yeh to hota hi rehta hai
Yehi chahat hai deewane
Kya tujhko nahin pata
Ek ladki deewani si

Roz raste pe dikhti hain
Zulf lehraati phirti hain
Hoth muskate rehte hain
Baat aankhon se karti hain
Agar nazar tumko aa jaaye
Pata tum uska le lena
Agar aisa na ho paaya
Hamara number de dena
Haay five two one two kya kya tha
Number bhi bhula dekho
Is mein kya bolo yaaro
Hai meri khata
Are nai nai nai nai nai nai
Yeh to hota hi rehta hai
Yehi chahat hai deewane
Kya tujhko nahin pata
Ek ladki deewani si

Nazar se jaise bijli hain
Figure se jaise machchli hain
Zara si behki behki hain
Zara si machli machli hain
Woh shama hain hum parwane
Uski surat ke deewane
Uske sadke mein apna sar
Jhukakar ghar jaana jaane
Hey dil uski raahon mein yeh
Mit jaane ko karta hain
Is mein kya bolo yaaro
Hai meri khata
Are nai nai nai nai naah naah
Yeh to hota hi rehta hai
Yehi chahat hai deewane
Kya tujhko nahin pata
Ho ek ladki deewani si
Dil le gay le gayi le gayi
Is mein kya bolo yaaro
Hai meri khata
Are nai nai nai nai nai nai
Yeh to hota hi rehta hai
Yehi chahat hai deewane
Kya tujhko nahin pata.

Ek Ladki Chahiye

“Ek Ladki Chahiye” is a vibrant romantic song featured in the movie “Kyunki Main Jhooth Nahi Bolta,” resonating with the melodious voice of the renowned singer, Sonu Nigam. This lively romantic track adds a touch of exuberance to the film’s soundtrack, captivating audiences with its heartfelt emotions. The song’s captivating melody is a creation of the talented composer, Anand Raj Anand.
The catchy lyrics, penned by the prolific writer, Dev Kohli, delve into the depths of love, expressing the protagonist’s yearning for that special girl who holds the key to his heart.

Ek ladki chahiye khaas khaas
Par ho woh m.a paas paas
Laakhon mein ek haseena ho
Har waqt rahe mere aas paas
Uska standard bhi high chahiye
Mujhko aisi hi fi ek lugayi chahiye
Mujhko aisi hi fi ek lugayi chahiye
Ek ladka chahiye khaas khaas
Ho l.l.b.a paas paas
Laakhon mein ek deewana ho
Har waqt rahe mere aas paas
Uska standard bhi high chahiye
Mujhko aisa hi fi jandmahi chahiye
Mujhko aisa hi fi jandmahi chahiye

Gol gol chehra ho aankhen bilauri
Allahmiya bhej koyi roop ki tijori
Gol gol chehra ho aankhen bilauri
Allahmiya bhej koyi roop ki tijori
Ho mere rabba karishma dikha de
Kisi dilwale se kundli mila de
Uska standard bhi high chahiye
Mujhko aisa hi fi jandmahi chahiye
Mujhko aisa hi fi jandmahi chahiye

Dil mera kehta hain ladka ho aisa
Saare shaher mein na ho koi waisa
Hai sone ka bangla ho chaandi ki gaadi
Lakh sawa lakh ki usne baandhi ho saadi
Rab di kasam nahin chodunga mauka
Jaane na doonga mile ek baari
Uska standard bhi high chahiye
Mujhko aisi hi fi ek lugayi chahiye
Mujhko aisi hi fi ek lugayi chahiye
Ek ladka chahiye khaas khaas
Ho l.l.b.a paas paas
Laakhon mein ek deewana ho
Har waqt rahe mere aas paas
Uska standard bhi high chahiye
Mujhko aisa hi fi jandmahi chahiye
Mujhko aisa hi fi jandmahi chahiye
Hi fi ek lugayi chahiye.

Suno Miya Suno

Adding to the movie’s catchy tracks is “Suno Miya Suno,” a delightful song that beautifully complements its title. Udit Narayan, Sadhana Sargam, and Poornima lend their melodious voices to this track, while the captivating presence of Govinda, Sushmita Sen, and Rambha adds to its charm. Anand Raj Anand’s pleasing composition and Dev Kohli’s well-crafted lyrics perfectly capture the essence of the song’s situation in the movie. “Suno Miya Suno” is a situational song that resonates with audiences, leaving them captivated by its enchanting melody and the emotions it evokes in the context of the film.

Suno miya suno miya
Tum ho deewane
Suno miya suno miya
Tum ho deewane
Tum hum pe marte
Ho dil kaise maane
Suno miya suno miya
Tum ho deewane
Tum hum pe marte
Ho dil kaise maane
Sachchi sachchi keh do na bolo
Sajan re jhuth mat bolo
Sajan re jhuth mat bolo
Sajan re jhuth mat bolo
Sajan re jhuth mat bolo
Suno miya suno miya
Tum ho deewane
Tum hum pe marte
Ho dil kaise maane
Sachchi sachchi keh do na bolo
Sajan re jhuth mat bolo
Sajan re jhuth mat bolo
Sajan re jhuth mat bolo
Sajan re jhuth mat bolo

Pyaar tujhe karta hoon
Dekh meri aankhon mein
Tere beena neend nahin
Aati hain raaton mein
Haay pyaar tujhe karta
Hoon dekh meri aankhon mein
Tere beena neend nahin
Aati hain raaton mein
Mithi mithi pyaari pyaari
Teri in baaton mein
Aa gayi main aayi piya le
Le mujhe baahon mein
Oye dil diya tumko yeh lo
Jhuth mat bolo
Sajan re jhuth mat bolo
Sajan re jhuth mat bolo
Sajan re jhuth mat bolo

Dekhi hain gazab ki chamak
Tere gaalon mein
Aaja tu laga doon main phool
Tere baalon mein
Are dekhi hain gazab ki
Chamak tere gaalon mein
Aaja tu laga doon main
Phool tere baalon mein
Seene se laga le
Mujhe apna bana le
Tere sang rehna
Hain dil mein basa le
Oye dil diya tumko yeh lo
Dekho na jhuth mat bolo
Sajan re jhuth mat bolo
Sajan re jhuth mat bolo
Sajan re jhuth mat bolo
Suno miya suno miya
Tum ho deewane
Tum hum pe marte ho
Dil kaise maane
Suno miya suno miya
Tum ho deewane
Tum hum pe marte
Ho dil kaise maane
Sachchi sachchi keh do na bolo
Sajan re jhuth mat bolo
Sajan re jhuth mat bolo
Sajan ji jhuth mat bolo
Suno ji jhuth mat bolo.

Paa Liya Hain Pyar Tera

“Paa Liya Hai Pyar Tera” is a mesmerizing masterpiece of melody. This enchanting duet, featuring Govinda and Sushmita Sen, is beautifully rendered by the talented Alka Yagnik and Udit Narayan, who infuses it with heartfelt romantic emotions. The song’s captivating visuals, shot in exquisite foreign locations, add to the excitement of the experience. Anand Raj Anand’s sweet and melodious composition weaves a magical spell, while Dev Kohli’s meaningful lyrics become the driving force behind the song’s emotional depth. “Paa Liya Hai Pyar Tera” emerges as a captivating musical gem, leaving a lasting impression on listeners and adding a touch of magic to the movie’s enchanting narrative.

Paa liya hain pyar tera ab nahin khona
Ho paa liya hain pyar tera ab nahin khona
Oh mere sona tum mere hona
Oh mere sona tum mere hona
Paa liya hain pyar tera ab nahin khona
Paa liya hain pyar tera ab nahin khona
Oh meri sona tum meri hona
Oh meri sona tum meri hona

Badi hasraton se tujhe dekhti hoon
Tere dil mein apni jagah dhoondhti hoon
Mera pyar tujhse sada yeh kahenga
Mera dil hain tera tera hi rahega
Mera dil hain tera tera hi rahega
Achcha lagta hain jaanu phir se kaho naa
Haan achcha lagta hain jaanu phir se kaho naa
Oh mere sona tum mere hona
Oh mere sona tum mere hona

Deewani hoon teri tu apna bana le
Laakhon mein mera sapna saja le
Main tai kar chuka hoon tujhe hi chununga
Kasam hai teri tera dulha banoonga
Kasam hai teri tera dulha banoonga
Kab leke aaoge baaraat yeh kaho naa
Aji kab leke aaoge baaraat yeh kaho naa
Bolo mere sona tum mere hona
Oh mere sona tum mere hona
Paa liya hain pyar tera
Paa liya hain pyar tera
Ab nahin khona ab nahin khona
Oh meri sona tum mere hona
Oh meri sona tum mere hona.

New Hindi Songs List 2022     Music Videos Hindi Songs    Latest English Tracks

Kaun Kehta Hai

“Kaun Kehta Hai” is a lively solo song featured in the movie “Kyunki Main Jhooth Nahi Bolta.” The track comes alive with the energetic and spirited vocals of Abhijeet, who infuses it with a captivating charm. This peppy composition sheds light on the escalating prevalence of falsehoods in contemporary society, making it a thought-provoking reflection on the growing influence of lies in modern times.

Anand Raj Anand’s catchy musical arrangement adds to the song’s appeal, creating a memorable and engaging listening experience. Meanwhile, Dev Kohli’s skillfully penned lyrics perfectly match the song’s theme, seamlessly blending with the movie’s storyline, and delivering a masterful composition that resonates with audiences. “Kaun Kehta Hai” stands as a compelling musical expression, leaving a lasting impression on its listeners.

Are kaun kehta hai mooh kaala hai jhuth ka
Kaun kehta hai mooh kaala hai jhuth ka
Kaun kehta hai mooh kaala hai jhuth ka
Ey sach hai yeh sach bol bala hai jhuth ka
Are kaun kehta hai mooh kaala hai jhuth ka
Kaun kehta hai mooh kaala hai jhuth ka

Chaahe dekho daaye chaahe dekho baaye
Chaahe dekho daaye chaahe dekho baaye
Log yahan jhuth ka danka bajaye
Log yahan jhuth ka danka bajaye
Chaahe dekho daaye chaahe dekho baaye
Chaahe dekho daaye chaahe dekho baaye
Log yahan jhuth ka danka bajaye
Sach ke hoth pe taala hai jhuth ka
Are kaun kehta hai mooh kaala hai jhuth ka
Kaun kehta hai mooh kaala hai jhuth ka

Jhuth bolne se baat ban jaati hain
Are jhuth bolne se baat ban jaati hain
Kaam chal jaata hain daal gal jaati hain
Kaam chal jaata hain daal gal jaati hain
Are jhuth bolne se baat ban jaati hain
Kaam chal jaata hain daal gal jaati hain
Kaam chal jaata hain daal gal jaati hain
Tikha bada mirch masala hai jhuth ka
Kaun kehta hai mooh kaala hai jhuth ka
Sach hai yeh sach bol bala hai jhuth ka

Jhuth bole kam kar sikka jama le
Jhuthi taarif kar sab ko pata le
Are jhuth bole kam kar sikka jama le
Jhuthi taarif kar sab ko pata le
Jhuthi taarif kar sab ko pata le
Ey saara zamana matwala hai jhuth ka
Saara zamana matwala hai jhuth ka
Kaun kehta hai mooh kaala hai jhuth ka

Jhuth ka yeh dhanda hai khoob yeh hai chalta
Maal paani aaj kal jhuth ko hai milta
Are jhuth ka yeh dhanda hai khoob yeh hai chalta
Maal paani aaj kal jhuth ko hai milta
Maal paani aaj kal jhuthe ko milta
Hey rang aur dhang hi nirala hai jhuth ka
Rang aur dhang hi nirala hai jhuth ka
Are rang aur dhang hi nirala hai jhuth ka
Kaun kehta hai mooh kaala hai jhuth ka

Maana is jhuth ki baat hai nirali
Maana is jhuth ki baat hai nirali
Ek baat aur hai jo hai sunnewaali
Ek baat aur hai jo hai sunnewaali
Jo hai sunnewaali jo hai sunnewaali
Chadta hai suraj dhalta hai
Yeh jhuth na zyaada chalta hai
Chadta hai suraj dhalta hai
Yeh jhuth na zyaada chalta hai
Balki sukh ke khaatir tu
Kyon apne rang badalta hain
Chadta hai suraj dhalta hai
Yeh jhuth na zyaada chalta hai
Pal do pal ka ujala hai jhuth ka
Pal do pal ka ujala hai jhuth ka
Are kala hai ji kala mooh kala hai jhuth ka
Kala hai ji kala mooh kala hai jhuth ka.

Latest Hindi Bollywood Songs