Khiladi Songs Lyrics Video List
Wada Raha Sanam Lyrics
Waada raha sanam honge juda na hum
Chaahe na chaahe zamana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Waada raha sanam honge juda na hum
Chaahe na chaahe zamana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
In vaadiyon mein yoon hi milte rahenge
Dil mein wafa ke diye jalte rahenge
In vaadiyon mein yoon hi milte rahenge
Dil mein wafa ke diye jalte rahenge
Yeh manga hai duaon mein
Kami na ho wafaon mein
Rahein teri nigahon mein
Likho na yeh fizaon mein o saajna Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Kaisi udasi tere chehre pe chhayi
Kya baat hai jo teri aankh bhar aai
Kaisi udasi tere chehre pe chhayi
Kya baat hai jo teri aankh bhar aai
Dekho to kya nazaare hain
Tumhari tarah pyare hain
Hanso na mere liye tum
Sabhi to yeh tumhare hain o jaane jaan
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Waada raha sanam honge juda na hum
Chaahe na chaahe zamana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Khud Ko Kya Samajhti Hai Lyrics
Jahan woh jaayegi, wahin hum jaayenge
Jahan woh jaayegi, wahin hum jaayenge
Khud ko kya samajhti hai itna akadti hai
College mein nai nai aayi ek ladki hai
Khud ko kya samajhti hai itna akadti hai
College mein nai nai aayi ek ladki hai
Ho yaaron yeh hamein lagti hai sarfiri
Arre aao chakha dein maza
Khud ko kya samajhti hai itna akadti hai
College mein nai nai aayi ek ladki hai
Tauba tauba yeh ada, deewani hai kya pata
Hey poochho yeh kis baat pe itna itraati hai
Jaane kiski bhool hai, yeh gobhi ka phool hai
Billi jaise lagti hai makeup jab karti hai
Gaalon pe to laali hai hothon pe gaali hai
Yeh jo nakhre waali hai ladki hai ya hai bala
Khud ko kya samajhta hai itna akadta hai
College ka naya naya Majnu yeh lagta hai
Humse ho gaya ab iska samna
Aao chakha dein maza
Khud ko kya samajhta hai itna akadta hai
College ka naya naya Majnu yeh lagta hai
Humko deta hai gulab, neeyat iski hai kharab
Ho Sawan ke andhe ko to hariyali dikhti hai
Kya isako yeh hosh hai, yeh dharti par bojh hai
Mard hai yeh bas naam ka aakhir kis kaam ka
Chehra ab kyon laal hai, badli kyon chaal hai
Arre itna kyon behaal hai
Hum bhi to dekhein zara
Khud ko kya samajhta hai itna akadta hai
College ka naya naya Majnu yeh lagta hai
Humse aankhein chaar karo
Chhodo jhagda pyar karo
Hey yaaron ke hum yaar hain, ladna bekar hai
Uljhan mein yeh pad gaye
Shayad humse dar gaye
Daave karte pyar ke dekho yeh haar ke
Pyar ki yeh reet hai haar bhi jeet hai
Sabse badhke preet hai, lag ja gale dilruba
Hoke Mann Aaj Magan Lyrics
Hoke man aaj magan naache re
Chhanan chhanan aajaa piyaa ab to aajaa
Hoke man aaj magan naache re
Chhanan chhanan aajaa piyaa ab to aajaa
Sun ke teri paayal ki
Chham chham dekh main aa gayaa
Hoke man aaj magan naache re
Chhanan chhanan aajaa piyaa ab to aajaa
Sun ke teri paayal ki
Chham chham dekh main aa gayaa
Hoke man aaj magan naache re
Chhanan chhanan aajaa piyaa ab to aajaa
Raaton ko neend aati nahin
Mujhako bolo sajan
Aa gai tujhape javaani
Pyaar hotaa hai kyaa zaraa mujhako bataa
Itani bholi na ban mujhe yuun naa banaa
Gori han tohe haan sab pataa re
Hoke man aaj magan naache re
Chhanan chhanan aajaa piyaa ab to aajaa
Jo mainn gayaa ruuth kar
Tujh se to kyaa karegi bataa
Yaad tujhako karuungi
Gar lautakar phir naa aayaa
To kyaa haal hogaa teraa
Main to ji na sakuungi
Jaan maine to ki tere sang dillagi
Teri ye dillagi jaan legi meri
Chhod gussaa muskaraa re
Hoke man aaj magan naache re
Chhanan chhanan aajaa piyaa ab to aajaa
Teri meri jo di lagati hai
Kaisi bataa o piyaa
Jaise chandaa chakori
Ek duuje ke ang lagakar
Chalen sang kaise bataa
Ho jyon patang aur dori
Tuu hai meraa sanam tuu hai meraa kudaa
Mit main tuu sadaa kaise honge judaa
Pyaar haan main huun haan tuu vafaa re
Hoke man aaj magan naache re
Chhanan chhanan aajaa piyaa ab to aajaa.
Kya Khabar Thi Jaana Lyrics
Kya khabar thi jaana tumse pyar ho jayega
Kya khabar thi jaana tumse pyar ho jayega
Rehne de dil ki baatein warna pachhtayega
Tumse pyar ho jayega, achcha!
Kya khabar thi jaana tumse pyar ho jayega
Kya khabar thi jaana tumse pyar ho jayega
Rehne de dil ki baatein warna pachhtayega
Tumse pyar ho jayega
Kya khabar thi jaana tumse pyar ho jayega
Kya khabar thi jaana tumse pyar ho jayega
Dil mera aye jaan-e-jana anmol hai yeh khazana
Tujh par lutaunga, sadke main jaaunga
Tujh par lutaunga, sadke main jaaunga
Mujhsa hai aashiq kahan haaye
Kya khabar thi jaana tumse pyar ho jayega
Hey kya khabar thi jaana tumse pyar ho jayega Arre rehne de dil ki baatein warna pachhtayega
Tumse pyar ho jayega
Kya khabar thi jaana tumse pyar ho jayega
Kya khabar thi jaana tumse pyar ho jayega
Tumse karoon pyar kaise
Kar loon main ikraar kaise
Mujhko sataoge, neendein udaoge
Mujhko sataoge, neendein udaoge
Achchi hain yeh dooriyan
Kya khabar thi jaana tumse pyar ho jayega
Kya khabar thi jaana tumse pyar ho jayega
Arre rehne de dil ki baatein warna pachhtayega
Tumse pyar ho jayega
Kya khabar thi jaana tumse pyar ho jayega
Kya khabar thi jaana tumse pyar ho jayega
Dekha Teri Mast Lyrics
Dekha teri mast nigahon mein
Nasha hai ada hai mohabbat hai ho
Aaja tujhe baahon mein le loon main
Roop yeh ghazab hai qayamat hai
Dhadkanein tezz ho jaane do
Pyar mein hosh kho jaane do
Dekha teri mast nigahon mein
Nasha hai ada hai mohabbat hai
Dekha teri mast nigahon mein
Yeh husn aur yeh mastiyan
Chhaane lagi hai madhoshiyan
Uff do dilon ke saaz par
Gaane lagi hai khamoshiyan
Apni zulfon ki khushbu uda
Aur mujhko deewana bana
Dekha teri mast nigahon mein Nasha hai ada hai mohabbat hai
Dekha teri mast nigahon mein
Ruswaiyon se darta hai man
Achchha nahin deewanapan
Toone mujhe kyon chhu liya
Kaanp utha mera badan
Yoon na dekho mujhe o sanam
Dagmagaane lage hain kadam
Dekha teri mast nigahon mein
Shokhi hai ghazab ki shararat hai
Kaise teri baahon mein aaoon main
Rop yeh sharam ki amaanat hai
Pyar yoon na jatao sanam
Sharm aati hai jao sanam
Dekha teri mast nigahon mein
Shokhi hai ghazab ki shararat hai
Dekha teri mast nigahon mein
Sun yeh sama kehta hai kya
Ruswaiyon ka dar bhool ja
Dil ko sanam samjha zara
Yoon na mere nazdeek aa
Aankh jhukne lagi hai meri
Sunke baatein yeh jaadoo bhari
Dekha teri mast nigahon mein
Nasha hai ada hai mohabbat hai
Ho dekha teri mast nigahon mein
Shokhi hai ghazab ki shararat hai
Tu Shama Main Parwana Tera Lyrics
Mein hasi yeh mehfil he jawan
Koi he yaha mujhsa kaha
Masti bhari jawani he
Har ada mastani he
Dekho mujhe he mein hoon
Hasina hasina hasina hasina
O shama mein parwana tera he
Sun zara tu afsana mera
Sabko mera salam he har
Zuban pe mera naam he
Dekho mujhe mein hoon
Deewana deewana (x2)
Mein hasi yeh mehfil he jawan
Kya he tu aur mein hoon
Kya abhi hoga fesla ye
Kisme kitna zor he
Chal jaega pata ye
Jab talak he dam mein dam
Tere hamko kya koi gam
Hamko itni he khabar
Kabhi harenge ham
Tujhpe mein chha jaunga
Rang apna jamaunga
Tujhpe mein chha jaunga
Rang apna jamaunga
Dekho mujhe mein hoon
Deewana deewana (x2)
Mein hasi yeh mehfil he jawan
Koi he mujhsa yaha kaha
Dekh kar tujhko yaha mujhe
Kuch yaad aa raha he
Tu yakinan he wohi mera
Dil ye keh raha he
Dekh kar tujhko yaha
Mujhe kuch yaad aa raha he
Tu yakinan he wohi
Mera dil ye keh raha he
Esa mein kuch kar jaunga
Yaron ke kam mein aaunga
Esa mein kuch kar jaunga
Yaron ke kam mein aaunga
Dekho mujhe mein hoon
Deewana deewana (x2)
Tu sama mein parwana tera
Are sun zara tu afsana mera
Sabko mera salam he har
Zuban pe mera nam he
Dekho mujhe mein hoon
Deewana deewana
Deewana deewana
O sama mein parwana tera
Are sun zara tu afsana mera
New Hindi Tracks 2022 Trending New English Songs 2022 Top New Hindi Video Songs 2022 Top New Punjabi Songs 2022
Hum Yaar Hain Yaaron Ke Lyrics
Ham yaar hain yaaron ke
Dildaar hain dildaro ke
Ho ham yaar hain yaaron ke
Dildaar hain dildaro ke
Rahten hain jami par ham lekin
Hain khwab chand taro ke
Ham yaar hain yaaron ke
Dildaar hain dildaro ke
Rahten hain jami par ham lekin
Hain khwab chand taro ke
Ju ju ju he he ju ju he he
La la la la la la la
Zindadili se jeete hain ham
To gam se hain kaam kya
Jo kuchh bhi hain wo aaj hain
Kal ka kise pata
Zindadili se jeete hain ham
To gam se hain kaam kya
Jo kuchh bhi hain wo aaj hain
Kal ka kise pata
Dur hain gam se sikh lo hmse
Andaz jeene ka
Ham yaar hain yaaron ke
Dildaar hain dildaro ke
O ham yaar hain yaaron ke
Dildaar hain dildaro ke
Rahten hain jami par ham lekin
Hain khwab chand taro ke
Ye meri jaan dola imaan
Ham dagmaga gaye
Jab kabhi husn waale
Raho me aa gaye
Aah ye meri jaan dola imaan
Ham dagmaga gaye
Jab kabhi husn waale
Raho me aa gaye
Ye hansi hamko najmi hamko
Aashiq bana gaye
Ham yaar hain yaaron ke
Dildaar hain dildaro ke
Ham yaar hain yaaron ke
Dildaar hain dildaro ke
Rahten hain jami par ham lekin
Hain khwab chand taro ke
Ham yaar hain yaaron ke
Dildaar hain dildaro ke
Rahten hain jami par ham lekin
Hain khwab chand taro ke
Ju ju ju he he ju ju he he
La la la la la la la