Dillagi (1978) Songs Lyrics

Baadal To Aaye Lyrics

Badal to aaye lahara ke chhaye
o aane wale par tum to na aaye
badal to aaye lahara ke chhaye
o aane wale par tum kyo na aaye
tu zindagi me kyo meri aakar
gum ho gaye man se mujhko bhulakar
main pyar tera dil me sada tum
baitho hu kab se aas laga kar
dukh mere dil se hotho pe aaye
o aane wale par tum to na aaye

aawaz meri aa jao sunke
todo na sapne haye mere nayan ke
is bar tumse kisi bhi jatan se
mai raaz apne sare kah dugi man ke

khamosh rah ke ye dard paye
o aane wale par tum to na aaye
badal to aaye lahara ke chhaye
o aane wale par tum to na aaye
tum kyo na aaye

Kar Gayi Mast Mujhe Lyrics

Kar gayi mast mujhe fagun ki hawa
Mai laga jhumne mujhe kya hone laga
Mai laga jhumne mujhe kya hone laga

Aayi re aayi re aayi rango bhari rut ye aayi
Holi aayi re salone rang aaj thodi thodi
Chhalke megh, holi aayi re holi aayi re
Dilo me arman kitno ke machlenge holi aayi re

Arey sun rani bolo jija
Holi ke bahane par jhori na kar
Aaja idhar arey lagta hai dar
Dekhu aaj bachke tu jayega kidhar

Arey jane bhi do arey abhi ruko
Tana mare sabki nazar arey mai kya karu
Ayre mai to chalu thandi thandi pori chale

Kar gayi mast mujhe fagun ki hawa
Mai laga jhumne mujhe kya hone laga.

Main Kaun Sa Geet Lyrics

Main kaun sa geet sunau, kya gau
Jo piya bas jaye, tere tan mann me

Khil jaye ek soyee kaliya, hay kaliya
Baharein aaye sunee bhagiyan me

Yeh kaise achanak bina koyee aahat
Chale aaye ho tum meri jindagi me

Tumhe aaj pakar mai sub kuchh bhulakar
Magan ho ke dubee huyee ho khushi me

Ithne hee rang salone haye
Salone ban gaye hai mere khalee sawan me

Main kaun sa geet sunau, kya gau
Jo piya bas jaye, tere tan mann me

Kabhi tum sahara banoge hamara
Main ye baat kal tak nahin manthee thee

Magar aaj kaise yeh lagata hai jaise
Main har ek janam me tumhe janatee thee

Lagta hai saree duniya, saree duniya
Dhal gayi hai saj ke, jaise chanchal me

Main kaun sa geet sunau, kya gau
Jo piya bas jaye, tere tan mann me.

Prem Hai Prem Hai Lyrics

Prem hai prem hai
Prem hai prem hai
Piya man ki madhur ik bhawna
Piya man ki madhur ik bhawna

Anbujhi pyas me
Anbujhi pyas me ek
Dubi hui si kamna
Ek dubi hui si kamna
Prem hai

Aao aaj likhe adhro se
Adhro par hum aisi kavita
Besudh apni in sanso me
Ghul jaye jiski madakata

Sagar ki baho me
Jaise bandhti hai sarita
Har ghadi aise hi har ghadi aise hi
Apni baho me mujhko bandhana
Piya man ki madhur ik bhawna

Aaj pranay ki is bela me
Mera har adhikar mujhe do
Mai na bhulu tum na bhulo
Aisa kuchh uphaar mujhe do

Tum ye anghuthi meri sajni
Lo svikar karo
Kam kabhi ho nahi
Kam kabhi ho nahi
Preet ki apni aaradhana

Piya man ki madhur ik bhawna
Prem hai prem hai
Prem hai prem hai
Piya man ki madhur ik bhawna

Anbujhi pyas me
Anbujhi pyas me ek
Dubi hui si kamna
Prem hai.

Hindi Songs Video 2022

Rang Rejwa Tu Rang Lyrics

are ho ho ka bat ho gayi bhaiya
ho rang rejwa tu rang aisi chunri hamar
ho rang rejwa tu rang aisi chunri hamar
rang rejwa tu rang aisi chunri hamar
are ja ke lijiye har jai saiya hamar
are ja ke lijiye har jai saiya hamar
rang aisa nahi dal karu vinti tumhar

rang aisa nahi dal karu vinti tumhar
rang rejwa tu rang aisi chunri hamar
rang rejwa tu rang aisi chunri hamar
rang rejwa tu rang aisi chunri hamar
rang rejwa tu rang aisi chunri hamar
rang rejwa tu rang aisi chunri hamar
rang rejwa tu rang aisi chunri hamar