Damini Songs Lyrics Video List

Jab Se Tumko Dekha Hai Sanam Lyrics 

Jab se tumako dekha hai sanam
Kya kahen kitane hain bechain
Jab se tumako chaaha hai sanam
Kya kahen kitane hai bechain

Pahali najar men kiya aisa jaadu
Na hosh hai, na hai dil pe mere kaabu
Ye soch ke ghabaraaun, ashik na ban jaaun
Jab se tum ko maanga hai sanam, nind hai na mujhe kahi chain

Tu ne chura li meri nind saari
Kitani sataaye mujhe bekaraari
Teri yaad jo ati hai, koi dard jagaati hai
Jab se tum ko paaya hai sanam, dekhun sapane din rain

Gawah Hain Chand Taare Gawah Hai  Lyrics 

Gawah hain chand
Taare gawah hain
Gawah hain chand
Taare gawah hain
Tere mere milan ke
Apne deewanepan ke
Nazare gawah hain

Gawah hain chand
Taare gawah hain
Gawah hain chand
Taare gawah hain
Tere mere milan ke
Apne deewanepan ke
Nazare gawah hain
Gawah hain chand
Taare gawah hain

Tumko rakhunga
Dil mein basake
Meri dharkan tum ho
Dekhunga tumko
Shaam o shahar main
Mera darpan tum ho

Tumko rakhunga
Dil mein basake
Meri dharkan tum ho
Dekhunga tumko
Shaam o shahar main
Mera darpan tum ho
Jee na sakunga main
Hoke juda

Gawah hain chand
Taare gawah hain
Tere mere milan ke
Apne deewanepan ke
Nazare gawah hain
Gawah hain chand
Taare gawah hain
Damini damini damini
O meri damini
Damini damini damini
O meri damini

Bhool gayee main
Is duniya ko
Pyar hua jabse
Tere siwa kuchh
Aur na mangoo
Main to mere rab se

Bhool gayee main
Is duniya ko
Pyar hua jabse
Tere siwa kuchh
Aur na mangoo
Main to mere rab se
Seene mein armaan hain
Lab pe dua

Gawah hain chand
Taare gawah hain
Gawah hain chand
Taare gawah hain
Tere mere milan ke
Apne deewanepan ke
Nazare gawah hain

Damini damini damini
O meri damini
Damini damini damini
Main teri damini
Damini damini damini
Main teri damini.

Bin Sajan Jhoola Jhoolu  Lyrics 

Aa aa aa aa aa aa
Bin sajan jhula jhulu,
Main wada kaise bhulu
Bin sajan jhula jhulu,
Main wada kaise bhulu
Jee karta hai yeh meraa
Main udke gagan ko chhu lu
Main pankh lagake aaya,
Sawan ka mausam laya
Main pankh lagake aaya,
Sawan ka mausam laya
Pyar mere maine tujhe
Apne dil mein basaya

Bin sajan jhula jhulu,
Main wada kaise bhulu
Harpal tere pyar ko
Tarse meraa dil
Dur mere aankho se hai
Sapno kee manjil
Harpal tere pyar ko
Tarse meraa dil
Dur mere aankho se hai
Sapno kee manjil
Itne akelee hu main,
Yado kee sahelee hu main
Abb toh ek paheli hu main aaja
Main pankh lagake aaya,
Sawan ka mausam laya
Main pankh lagake aaya,
Sawan ka mausam laya
Pyar mere maine tujhe
Apne dil mein basaya

Bin sajan jhula jhulu,
Main wada kaise bhulu
Jee karta hai yeh meraa
Main udke gagan ko chhu lu
Main pankh lagake aaya,
Sawan kaa mausam laya
Pyar mere maine tujhe
Apne dil mein basaya
Bin sajan jhula jhulu,
Main wada kaise bhulu

Tadpe kitne sal tak aur naa abb tadpa
Kehtee hai yeh duriya sine se lag ja
Teraa rasta dekhte rehte the yeh nain
Too naa jane sajna kaise kate din rey
Ho phoolo peh jawanee aayee
Rut kya suhanee aayee
Nayee jindaganee layee naa ja

Bin sajan jhula jhulu,
Main wada kaise bhulu
Bin sajan jhula jhulu,
Main wada kaise bhulu
Jee karta hai yeh meraa
Main udke gagan ko chhu lu
Main pankh lagake aaya,
Sawan ka mausam laya
Pyar mere maine tujhe
Apne dil mein basaya

Bin sajan jhula jhulu,
Main wada kaise bhulu
Bin sajan jhula jhulu,
Main wada kaise bhulu
Jee karta hai yeh meraa
Main udke gagan ko chhu lu
Main pankh lagake aaya,
Sawan ka mausam laya
Pyar mere maine
Tujhe apne dil me basaya.

New Hindi Songs Trending    New English Songs Trending   Hindi Songs with Video

Sacha Aashiq Hai To  Lyrics 

Sacha aashiq hai to
Tu laut ke phir aayega
Sacha aashiq hai to
Tu laut ke phir aayega
Agar tera pyar nasha
Hai to utar jayega
Agar tera pyar nasha
Hai to utar jayega
Sacha aashiq hai to
Tu laut ke phir aayega
Sacha aashiq hai to
Tu laut ke phir aayega
Agar tera pyar nasha
Hai to utar jayega
Agar tera pyar nasha
Hai to utar jayega

Dil ki aawaz jidhar
Hai wo udha jayega
Dil ki aawaz jidhar
Hai wo udha jayega
Agar mera pyar nasha
Hai to utar jayega
Agar mera pyar nasha
Hai to utar jayega
Sacha aashiq hai to
Tu laut ke phir aayega
Agar tera pyar nasha
Hai to utar jayega
Agar tera pyar nasha
Hai to utar jayega

Janeman dil ka lagana
To bada aasan hai
Rashme ulfat ko nibhana
To bada mushkil hai
Shisha e dil to todna
To bada aasan hai
Ishk mein khud ko mitana
To bada mushkil hai
Imtihan lungi main
Imtihan lungi main
Meri chahat mein jamane
Ko tu thukrayega
Meri chahat mein jamane
Ko tu thukrayega
Agar tera pyar nasha
Hai to utar jayega
Agar tera pyar nasha
Hai to utar jayega

Dil ki raho mein biche
Rahte hai jalte shole
Jo hai parwane wo to
Isme jala karte hai
Pyar gulshan nahi kato
Ka ghana jungle hai
Jo hai deewane wo
To isme jala karte hai
Aazmale mujhe aazmale mujhe
Ab kisi ke bhi mitane
Se na mit payega
Ab kisi ke bhi mitane
Se na mit payega
Agar mera pyar nasha
Hai to utar jayega
Agar mera pyar nasha
Hai to utar jayega

Mere mehbub wafao
Mein asar karta chal
Aaj hai teri mohabbat
Ke faisle ki ghadi
Mere dildar duao
Mein asar paida kar
Tut jaye na dard
Ke rishto ki kadi
Aazamaungi main
Aazmaunga main
Ab kabhi mohabbat
Na bhulayga
Ab kabhi mohabbat
Na bhulayga
Sacha aashiq hai to
Tu laut ke phir aayega
Sacha aashiq hai to
Tu laut ke phir aayega
Agar tera pyar nasha
Hai to utar jayega
Agar tera pyar nasha
Hai to utar jayega.

Kaga To Udd Gaya Lyrics 

Kaga to ud gaya
Mithi boli bol ke
Kaga to ud gaya
Mithi boli bol ke
Bathi hu main kab se
Ghunghat pat khol ke
Bathi hu main kab se
Ghunghat pat khol ke
Kaga to ud gaya
Mithi boli bol ke
Bathi hu main kab se
Ghunghat pat khol ke
Kaga to ud gaya
Mithi boli bol ke
Kaga to ud gaya
Mithi boli bol ke

Nas nas mein meri
Virah ki pyas hai
Nas nas mein meri
Virah ki pyas hai
Mann ke mayur ko
Milan ki aas hai
Sakh galne na to
Rashta nihar ke
Hari mann mein
Simta tujhko pukar ke
Mere ang ang mein
Jahar ras ghol ke
Mere ang ang mein
Jahar ras ghol ke
Kaga to ud gaya
Mithi boli bol ke
Kaga to ud gaya
Mithi boli bol ke

Aaja pardeshiya
Sapno ke gaon mein
Aaja pardeshiya
Sapno ke gaon mein
Tujhko chhupalu main
Palko ki chhaon mein
Yowan ki kayi
Uthi umang se
Tan tera rang du
Preet ke rang se
Tujh bin rah gaya
Kuwara man dol ke
Tujh bin rah gaya
Kuwara man dol ke
Kaga to ud gaya
Mithi boli bol ke
Kaga to ud gaya
Mithi boli bol ke
Bathi hu main kab se
Ghunghat pat khol ke
Kaga to ud gaya
Mithi boli bol ke
Kaga to ud gaya
Mithi boli bol ke.