Barsaat (1995) Songs Lyrics

Humko Sirf Tumse Pyar Hai Lyrics

Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai

Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai
Keh rahi hai dil ki bekhudi
Bas tumhara intezar hai
Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai

Dhoondhte hain hum tumko dar-ba-dar
Jaane kab kahaan miloge humse humsafar
Dhoondhte hain hum tumko dar-ba-dar
Jaane kab kahaan miloge humse humsafar
Kaisi dooriyan, kaisa faasla
Hum yahaan pe aaye sun ke pyaar ki sada
Ab na tumse door honge hum
Tum pe dil kya jaan nisaar hai Tum pe dil kya jaan nisaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai

Jaagte rahe hum to raat bhar
Ek lamha ek pal bhi soyi na nazar
Jaagte rahe hum to raat bhar
Ek lamha ek pal bhi soyi na nazar
Tum nigaah mein, tum khyaal mein
Haal hai bura hamara aise haal mein
Yun to hum pe na karo sitam
Humko tum pe aitbar hai
Humko tum pe aitbar hai
Keh rahi hai dil ki bekhudi
Bas tumhara intezar hai

Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai
Keh rahi hai dil ki bekhudi
Bas tumhara intezar hai
Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai

Love Tujhe Love Main Karat Hoon Lyrics

Agar koi mujhse yeh poochhe
Kya?
Main kyon bechain rehta hoon?
Kyun?
Meri is bekarari ki wajah kya hai bata doon kya?
Kya?

Teri adaon pe marta hoon
Teri adaon pe marta hoon

Love tujhe love main karta hoon
Teri adaon pe marta hoon
Love tujhe love main karta hoon
Tujhse bichhadane se darti hoon
Tujhse bichhadane se darti hoon
Love tujhe love main karti hoon
Teri adaon pe marta hoon
Love tujhe love main karta hoon Teri adaon pe marta hoon
Love tujhe love main karta hoon

Zara paas aa mujhe kuchh kehna hai
Door nahin ik pal rehna hai
Dekho mere itne kareeb na aao
Dar lagta hai na haath lagao
Hey main hoon tera tu hai meri
Mujhse bhi kya darna chhodo tum zid karna
Tujhe dekh ke aahein bharta hoon
Love tujhe love main karta hoon
Teri adaon pe marta hoon
Love tujhe love main karta hoon

Jab mujhe chhod ke tu jaata hai
Sach kehti hoon rona aata hai
Ishq mein aksar yeh hota hai
Pyaar jo karta hai rota hai
Chahat ke saare gham seh loongi
Chhodungi duniya ko, tere dil mein reh loongi
Tere liye sajti sanwarti hoon
Love tujhe love main karti hoon

Teri adaon pe marta hoon
Love tujhe love main karta hoon

Dil Pagal Deewana Hai Lyrics

Dil paagal deewaana hain ye pyar karega
Dil paagal deewaana hain ye pyar karega
Dil paagal deewaana hain ye pyar karega
Ye kab dara hain duniya se jo ab darega
Ye pyar mein dhadaka hain
Ye pyar se dhadakega
Ye pyar mein dhadaka hain
Ye pyar se dhadakega
Ye kab dara hain duniya se jo ab darega
Dil paagal deewaana hain ye pyar karega
Ye kab dara hain duniya se jo ab darega

Dil takht-o-taaj ki parvaah nahi karta
Rasm-o-riwaaz ki parvaah nahi karta
Dil takht-o-taaj ki parvaah nahi karta
Rasm-o-riwaaz ki parvaah nahi karta
Daulat se kharidoge to inkaar karega
Daulat se kharidoge to inkaar karega
Ye kab dara hain duniya se jo ab darega
Dil paagal deewaana hain ye pyar karega
Ye kab dara hain duniya se jo ab darega

Falak roke zameen roke
Magar hum ruk na paayenge
Deewaare tod ke saari
Hum tumse milne aayenge
Falak roke zameen roke
Magar hum ruk na paayenge
Deewaare tod ke saari
Hum tumse milne aayenge
Mohabbat jhuk nahi sakti
Zamaane ke jhukaane se
Mohabbat mit nahi sakti
Zamaane ke mitaane se
Kehata nahi hain dil karke dikhayega
Toofaan mein chaahat ki
Shamma jalaayega
Ye jurm-e-vafa dil to sau baar karega
Ye jurm-e-vafa dil to sau baar karega
Ye kab dara hain duniya se jo ab darega
Dil paagal deewaana hain ye pyar karega
Ye kab dara hain duniya se jo ab darega
Ye pyar mein dhadaka hain
Ye pyar se dhadakega
Ye kab dara hain duniya se jo ab darega.

Nahin Yeh Ho Nahin Sakta Lyrics

Nahin yeh ho nahin sakta
Ke teri yaad na aaye
Bina tere kahin bhi dil mere
Abh chain na paaye

Tujhe bhool ne se pehle
Meri jaan chali jaaye
Tujhe bhool ne se pehle
Meri jaan chali jaaye

Nahin yeh ho nahin sakta
Ke teri yaad na aaye
Bina tere kahin bhi dil mere
Abh chain na paaye

Tujhe bhool ne se pehle
Meri jaan chali jaaye
Tujhe bhool ne se pehle
Meri jaan chali jaaye

O meri jaan, chali jaaye
O meri jaan, chali jaaye
O meri jaan, chali jaaye
O meri jaan, chali jaaye…

Agar mujhpe yakeen na ho
Mujhe tum aazman lena
Main tumse pyaar karta hoon
Jahan chahe bulaa lena

Todunga na ye vaade waffa
Ye vaade waffa
Main aashiq hoon deewana hoon
Koi kya mujhko samjhaye

Nahin yeh ho nahin sakta
Ke teri yaad na aaye

Tujhe bhool ne se pehle
Meri jaan chali jaaye
Tujhe bhool ne se pehle
Meri jaan chali jaaye

O meri jaan, chali jaaye
O meri jaan, chali jaaye
O meri jaan, chali jaaye
O meri jaan, chali jaaye

Nahin yeh ho nahin sakta
Ke teri yaad na aaye
Bina tere kahin bhi dil mere
Abh chain na paaye

Tujhe bhool ne se pehle
Meri jaan chali jaaye
Tujhe bhool ne se pehle
Meri jaan chali jaaye

Meri jaan, chali jaaye
Meri jaan, chali jaaye
O meri jaan, chali jaaye
Meri jaan, chali jaaye…

Mohabbat ki hadoon se hum
Chalo aage nikal jaayein
Basaa lein ghar dilon mein hum
Na duniyaa ko nazar aayein

Chupp ke sunein dhadkanon ki sadaa
Dhadkanon ki sadaa
Meri deewangi dilbar
Tere sar ki kasam khaaye

Nahin yeh ho nahin sakta
Ke teri yaad na aaye

Tujhe bhool ne se pehle
Meri jaan chali jaaye
Tujhe bhool ne se pehle
Meri jaan chali jaaye

Meri jaan, chali jaaye
Meri jaan, chali jaaye
O meri jaan, chali jaaye
Meri jaan, chali jaaye

Nahin yeh ho nahin sakta
Ke teri yaad na aaye
Bina tere kahin bhi dil mere
Abh chain na paaye

Tujhe bhool ne se pehle
Meri jaan chali jaaye
Tujhe bhool ne se pehle
Meri jaan chali jaaye
Tujhe bhool ne se pehle
Meri jaan chali jaaye
Tujhe bhool ne se pehle
Meri jaan chali jaaye…

Humko Padhaai Se Lyrics

Hamko padhai se kya lena
Hamko sachai se kya lena
Yaro hamko sath hai rahna
Khul ke kahenge jo hai kahna
Yar mere tu kyu khamosh hai
Jindagi me ab tak josh hai
Hamko padhai se kya lena
Hamko sachai se kya lena

Leke aaye the kya hum yaha
Is jaha se jo le jayenge
Jo diya hai jamane ne hamko
Wahi jamane ko hum de jayenge
Nafrat ne pala hame
Hame pyar nahi chahiye
Nafrat ne pala hame
Hame pyar nahi chahiye
Dard ki raho me hai chalna
Hamko padhai se kya lena
Hamko sachai se kya lena

Apne hatho se hi apna ye nasiba
Kisi din sawarenge hum
Socha hai jindagi me kabhi
Hosla na harenge hum
Hum jo irada kare
To kuch bhi mushkil nahi
Hum jo irada kare
To kuch bhi mushkil nahi
Hamko sholo me hai jalna
Hamko padhai se kya lena
Hamko sachai se kya lena
Yaro humko sath hai rahna
Khul ke kahenge jo hai kahna
Yar mere tu kyu khamosh hai
Jindagi me ab tak josh hai.

Hindi Songs List 2022   English Songs List 2022   Punjabi Songs List 2022   New Hindi Songs Video  Kishore Kumar Songs Videos

Ek Haseena Ladki Se Lyrics

Ek haseen ladki se,
Ho gaya hai mujhe pyaar
Dil mera dhadka hai aaj pehli baar
Ek haseen ladki se,
Ho gaya hai mujhe pyaar
Dil mera dhadka hai aaj pehli baar
Chha gayee hai nazaron pe,
Kar gayee hai bekraar
Aaj kardoonga mein,
Pyaar ka izhaar
Ek haseen ladki se,
Ho gaya hai mujhe pyaar
Dil mera dhadka hai
Aaj pehli baar
Chha gayee hai nazaron pe,
Kar gayee hai bekraar
Har ghadee rehtaa hai,
Uska hi intezaar

Karte hain hum bhi tumse pyaar
Karte hain hum bhi tumse pyaar
Karte hain hum bhi tumse pyaar
Kar liya pyaar ka ikraar
Ab tum hi kaho hum kaise jiye
Bin tere yaar
Karte hain hum bhi tumse pyaar

Kaise guzarte hain din tanha
Dilbar tumse kaise kahein
Bechaini har pal tadpaye,
Door nazar se kaise rahein
Jab chahein seene se laga lein,
Tum dhadkan ke paas raho
Har pal hum mehsoos kar
Sake ban ke tum ehsaas raho

Chaha hai tumko sau sau baar
Chaha hai tumko sau sau baar
Karte hain hum bhi tumse pyaar
Ab tum hi kaho hum kaise jiye,
Bin tere yaar

Karte hain hum bhi tumse pyaar
Karte hain hum bhi tumse pyaar
Kar liya pyaar ka ikraar
Ab tum hi kaho hum kaise jiye
Bin tere yaar
Karte hain hum bhi tumse pyaar

Dil ka aalam kya hai bataein,
Tumse ae mehboob mere
Raaz-e-muhabbat kaise chupayen,
Tumse ae mehboob mere
Jaanejaan dil ki chahat se
Humne kab inkaar kiya
Armaanon ki duniya mil gayee
Tumpe sab kuchh vaar diya
Bin tere jeena hai
Jeena hai dushvaar
Bin tere jeena hai
Jeena hai dushvaar
Kar liya pyaar ka ikraar
Ab tum hi kaho hum kaise jiye
Bin tere yaar.

Ishq Mein Ek Pal Lyrics

Ho ho hoy rabba
Ho ho hoy rabba
Hoy rabba hoy rabba
Aisi preet hoyi na maahi
Aisi lagan lagi na
Itni bechaini dhadkan mein
Pehale kabhi jagi na
Ishq mein ek pal ki bhi judaai
Ishq mein ek pal ki bhi judaai
Lagti hain ek saal
Ishq mein ek pal ki bhi
Judaai lagti hain ek saal
Teri kasam tere pyar mein
Saajan mera huva bura haal
Oy oy oy oy oy oy mera huva bura haal
Ishq mein ek pal ki bhi
Judaai lagti hain ek saal
Teri kasam tere pyar mein
Saajan mera huva bura haal
Oy oy oy oy oy oy mera huva bura haal
Teri kasam tere pyar mein
Saajan mera huva bura haal
Oy oy oy oy oy oy
Mera huva bura haal

Chaahat mein do jahaan
Hum bhula baithe bhula baithe
Palkon pe apane hum
Saja baithe saja baithe
Duur ja ke dilruba dil nahi lagta nahi lagta
Jism jaan se ab juda ho
Nahi sakta nahi sakta
Raat din tadpenge jaan se jaayenge
Bichhadke dilbar se nahi reh paayenge

Aathon pehar ab jaane tamanna
Rehta hain tera khayaal
Teri kasam tere pyar mein saajan
Mera huva bura haal
Oy oy oy oy oy oy mera huva bura
Haal o o o o mera huva bura haal
Hoy mera huva bura haal

Gujrenge tere bin ab ghadi
Gin gin ghadi gin gin
Ab jeena tere bin hain nahi
Mumkin nahi mumkin
Tu basa hain meri jaan meri
Nas nas mein nas nas mein
Tod dunga pyar mein main
Sabhi rasmen sabhi rasmen
Meri to duniya hai
Teri do baahon mein
Meri bhi manzil hain
Wafa ki raahon mein

Ek duje ki yaad bhulaake
Ab rehana hai muhaal
Teri kasam tere pyar mein
Saajan mera huva bura haal
Oy oy oy oy oy oy mera
Huva bura haal
Ishq mein ek pal ki bhi
Judaayi lagati hain ek saal
Teri kasam tere pyar mein
Saajan mera huva bura haal
Oy oy oy oy oy oy mera huva bura haal
O o o o mera huva bura haal
Oy oy oy oy oy oy mera huva bura haal.

Barsaat Storyline

Barsaat is romantic movie released in the year 1995. This was the debut movie of Bobby Deol, son of popular actor Dharmendra and Twinkle Khanna, daughter of 70’s super star Rajesh Khanna. The movie is directed by Raj Kumar Santoshi and produced by Dharmendra under the banner Vijeta Films. This movie proved to be the the perfect lanuchpad for Bobby Deol and Twinkle Khanna as their work in the movie was appreciated and earned them the Filmfare Award for Best Male and Female Debut respectively. Music of this movie is composed by Nadeem Shravan. Songs are sung by Kumar Sanu, Alka Yagnik, Sonu Nigam, Sadhan Sargam and Kavita Krishnamurthy.

Bobby Deol plays the character of a simple but intelligent village boy who comes to city for higher studies and falls in love with Tina played by Twinkle Khanna. Tina is a rich girl and step daughter of Dinesh Oberoi ( Raj Babbar ). Dinesh Oberoi wants control overs Tina’s wealth and is waiting for her to turn 18. He plans to marry Tina to his friend’s son named Bhushi. Bhushi finds out about Badal and Tina’s love affair and he tries to frame Badal in false case in college. Tina takes Badal’s side to prove his innocence. Negi ( Danny ), a corrupt police officer is engaged by Dinesh Oberoi to kill Badal. In the end Badal manages to come victorious. Tina pleads Badal not to kill his step dad, Oberoi as he was her father. Negi comes back into scene and tries to kill Badal but Oberoi intervenes and protects Badal from Negi who is killed by Bhairo, Badal’s father.

Here is list of songs of movie Barsaat.

  1. Humko Sirf Tumse Pyaar Hai song is sung by Kumar Sanu and Alka Yagnik. This melodious song is composed by Nadeem Shravan. Lyrics are penned by Sameer.
  2. Love Tujhe Love Main song from the movie Barsaat is another hit romantic song from the movie sung by Kumar Sanu and Alka Yagnik. This song is composed by Nadeem Shravan. Lyrics are penned by Sameer.
  3. Nahin Ye Ho Nahi Sakta is a solo song from the movie Barsaat. This song is sung by Kumar Sanu and Sadhna Sargam. Music is composed by Nadeem Shravan. Lyrics are penned by Sameer.
  4. Ishq Mein Ek Pal song from the movie Barsaat is a romantic duet song sung by Sonu Nigam and Kavita Krishnamurthy. Music is composed by Nadeem Shravan. Lyrics are penned by Sameer.
  5. Ek Hasin Ladki Se is a solo romantic song from the movie Barsaat sung by Sonu Nigam. Music is composed by Nadeem Shravan. Lyrics are penned by Sameer.
  6. Humko Padhai Se song is sung by Kumar Sanu. Music is composed by Nadeem Shravan. Lyrics written by Sameer.
  7. Dil Paagal Deewana Hai is a romantic song sung by Kumar Sanu. Music is composed by Nadeem Shravan. Lyrics are penned by Sameer.