Ali Baba Aur Chalis Chor Lyrics

Khatouba Khatouba Lyrics

Khatouba khatouba huuuuu
Khatouba khatouba khatouba
Khatouba khatouba khatouba
Khatouba khatouba
Khatouba Khatouba
Khatouba

Khatouba
Kitne deewane mere
Itne deewano me se kis
Ki banu mai mehbooba
Khatouba khatouba
Khatouba khatouba
Khatouba khatouba

Khatouba
Kitne deewane mere
Itne deewano me se kis
Ki banu mai mehbooba
Khatouba khatouba
Khatouba

Woh kaun hai jiski
Mai hu deewani
Ohoo kheir woh yahi woh
Sanam mera dil janni
Tu hai woh tu nahi
Tu hai woh tu nahi
Teri aankho mai dil dubaa
Khatouba khatouba ooooo
Khatouba khatouba
Khatouba
Jo mera dil meri jaan sabse bacha
Aa woh mera dil
meri jaan sab le jaye
Tu hai woh tu nahi
Tu hai woh tu nahi
Teri aankho mai dil dubaa
Khatouba khatouba ooooo
Khatouba khatouba
Khatouba khatouba

Yaad tumko ho mai
Kise du ye baahe
Haa yaa mai kahu
Kis pe hai meri nigahe
Tu hai woh tu nahi
Tu hai woh tu nahi
Teri aankho mai dil dubaa
Khatouba khatouba ooooo
Khatouba khatouba
Khatouba

Kitne deewane mere
Itne deewano me se kis ki
Banu mai mehbooba
Khatouba khatouba
Khatouba khatouba khatouba
Khatouba khatouba
Khatouba khatouba.

Aaja Sar-E-Bazar Lyrics

Aaja aaja aaja aaja
Aaja sar e bazaar tera pyar bik raha hai
Aaja sar e bazaar tera pyar bik raha hai
Inkaar bik raha hai ikraar bik raha hai
Aaja sar e bazaar tera pyar bik raha hai
Inkaar bik raha hai ikraar bik raha hai

Rasm e wafa jahan men badnaam ho rahi hai
Parda nasheen haseena nilaam ho rahi hai
Nilaam ho rahi hai
Galiyon men ssj us ka deedar bik raha hai

Aaja sar e bazaar tera pyar bik raha hai
Inkaar bik raha hai ikraar bik raha hai

Duniya meri wafa ki keemat laga rahi hai
Meri jawaan mohabaat aansoo baha raha hai
Aansoo baha raha hai
Ashkon se jo bana hai woh haar bik raha hai

Ulfat men jis ko dil ki har aarzoo se seencha
Furkat men jis ko hum ne apne lahoo se seencha
Apne lahoo se seencha
Ab ke bahaar men woh gulzaar bik raha hai

Aaja sar e bazaar tera pyar bik raha hai
Inkaar bik raha hai ikraar bik raha hai

Aaja sar e bazaar tera pyar bik raha hai
Aaja aaja aaja aaja….

Qayamat Qayamat Lyrics

Dil mein jo baat hai woh hothon pe aayegi to
Tauba tauba tauba ho jaayegi
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Qayamat qayamat qayamat x (2)

Khushiyan mubarak hon yaaron ko
Samjho nazar ke isharon ko
Ho khushiyan mubarak hon yaaron ko
Samjho nazar ke isharon ko

Neechi nigaahein jab meri uth jaayegi to
Tauba tauba tauba ho jaayegi
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Qayamat qayamat qayamat
Phoolon ke jab dil sulagte hain
Shabnam se sholey niakalte hain
Phoolon ke jab dil sulagte hain
Shabnam se sholey niakalte hain Abki bahaar jab gulshan mein aayegi to
Tauba tauba tauba ho jaayegi
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Qayamat qayamat qayamat

Yun log soorat chhupate hain
Chehre pe chehra lagaate hain
Yun log soorat chhupate hain
Chehre pe chehra lagaate hain
Rukh se haseena jo parda hatayegi to
Tauba tauba tauba ho jaayegi
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Qayamat qayamat qayamat

Dil mein jo baat hai woh hothon pe aayegi to
Tauba tauba tauba ho jaayegi
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Qayamat qayamat qayamat

Sare Shahar Mein Ek Haseen Hai, Aur Woh Main Hoon Lyrics

Saare shahar mein ek haseen hai
Aur vo main hu aur koi nahi

Saare shahar mein ek haseen hai
Saare shahar mein ek haseen hai
Aur vo main hu aur koi nahi
Tu na udhar dekh idhar dekh yaar
Tu na udhar dekh idhar dekh yaar

Saare shahar mein ek haseen hai
Saare shahar mein ek haseen hai
Aur vo main hu aur koi nahi
Tu na udhar dekh idhar dekh yaar
Tu na udhar dekh idhar dekh yaar

Pyaar karega mujhase agar
Tu yaad karega saari umar tu
Pyaar karega mujhase agar
Tu yaad karega saari umar tu
Phir bhi kisi ka naam na
Lega ye to mujhako yaqeen hai
Oh… Uuo
Saare shahar mein ek haseen hai
Saare shahar mein ek haseen hai
Aur vo main hu aur koi nahi
Tu na udhar dekh idhar dekh yaar
Tu na udhar dekh idhar dekh yaar

Sabaki nigaahen mujh
Pe jhuki hain teri nigaahen
Mujhape ruki hain
Sabaki nigaahen mujh
Pe jhuki hain teri nigaahen
Mujhape ruki hain
Dekh zara aisi ada
Aisi nazar aur kahaan
Saare shahar mein ek haseen hai
Saare shahar mein ek haseen hai
Aur vo main hu aur koi nahi
Tu na udhar dekh idhar dekh yaar
Tu na udhar dekh idhar dekh yaar

Mere sanam ke paas na aana
Mera sanam hai mera deewana
Mere sanam ke paas na aana
Mera sanam hai mera deewana

Main hun kaha tu hai
Kaha falaq aur tu zameen hai
Saare shahar mein ek haseen hai
Saare shahar mein ek haseen hai
Aur vo main hu aur koi nahi
Tu na udhar dekh idhar dekh yaar
Tu na udhar dekh idhar dekh yaar.

Kishore Kumar Sad Solo Songs   Latest Punjabi Songs List  Arijit Singh Sad Songs

“Jadugar Jadu Kar Jayega, Kisiko Samajh Nahin Aayega Lyrics

Jadugar jadoo kar jayega
Kisi ko samajh nahi aayega
O marjina naach haseena
Mushkil kar de sab ka jeena
Nahin to nahin to
Jadugar jadoo kar jayega
Kisi ko samajh nahi aayega
O marjina naach haseena
Mushkil kar de sab ka jeena
Nahin to nahin to
Jadugar jadoo kar jaayega
Kisi ko samajh nahi aayega

Nachegi teri jawani
Dekhegi duniya diwani
Har cheez hai mere bas mein
Kya aag hai kya hai pani
O nachegi teri jawani
Dekhegi duniya diwani
Har cheez hai mere bas mein
Kya aag hai kya hai pani
Arre chhoo mantar chhoo dekh idhar tu
Pahan le in ko le ye ghunghroo
Varna gazab ho jayega
Aye jadugar jagu kar jayega
Kisi ko samajh nahi aayega

Mana tujhe maine mana
Tu jadugar hai diwana
Bebas mujhe kar diya yoon
Thehra hai sara zamana aaah
Mana tujhe maine mana
Tu jadugar hai diwana
Bebas mujhe kar diya yoon
Thehra hai sara zamana
Bebas had kar di o bedardi
Batla kya hai teri marzi
Kab tak mujhe tadapayega
Oooo

Aye jadugar jadu kar jayega
Kisi ko samajh nahi aayega

Kismat ka chamka sitara
Tu ne mujhe jab pukara
Chup chaap tu nachti ja
Jab tak karun main ishara
Ooo kismat ka chamka sitara
Tu ne mujhe jab pukara
Chup chaap tu nachti ja
Jab tak karun main ishara

O tere kadamo men yeh sar hai
Tu hai to phir kis ka dar hai
Jo hoga dekha jayega oooo
Aye jadugar jadu kar jayega
Kisi ko samajh nahi aayega
O marjina naach haseena
Mushkil kar de sab ka jeena
Nahin to
Nahin to
Aye jadugar jadu kar jayega
Kisi ko samajh nahi aayega.