Ajnabee (1974) Songs Lyrics

Bheegi Bheegi Raaton Mein Lyrics

Bheegi bheegi raaton mein
Meethi meethi baaton mein
Aisi barsaton mein kaisa lagta hai

Aisa lagta hai tum banke baadal
Mere badan ko bhigo ke mujhe
Chhed rahe ho, ho chhed rahe ho x (2)

Ambar khele holi ui maa
Bheegi mori choli humjoli, humjoli x (2)

Ho paani ke is rele mein
Sawan ke is mele mein
Chhat pe akele mein kaisa lagta hai

Aisa lagta hai tum banke ghata
Apne sajan ko bhigo ke khel
Khel rahi ho, ho khel rahi ho

Aisa lagta hai tum banke baadal
Mere badan ko bhigo ke mujhe Chhed rahe ho, ho chhed rahe ho

Barkha se bacha loon tujhe
Seene se laga loon
Aa chhupa loon, aa chhupa loon x (2)

Dil ne pukara dekho
Rut ka ishara dekho
Uff yeh nazara dekho
Kaisa lagta hai bolo

Aisa lagta hai kuchh ho jayega
Mast pawan ke yeh jhonke saiyan
Dekh rahe ho, ho dekh rahe ho

Aisa lagta hai tum banke baadal
Mere badan ko bhigo ke mujhe
Chhed rahe ho, ho chhed rahe ho

Ek Ajnabee Haseena Se Lyrics

Ek ajnabi haseena se
Yun mulakaat ho gayi
Phir kya hua yeh na poocho
Kuchh aisi baat ho gayi
Ek ajnabi haseena se
Yun mulakaat ho gayi

Woh achanak aa gayi
Yun nazar ke saamne
Jaise nikal aaya ghata se chaand
Chehre pe jhulfein bhikri hui thi
Din mein raat ho gayi

Ek ajnabi haseena se
Yun mulakaat ho gayi

Jaaneman jaanejigar
Hota main shaayar agar
Kehta gazal se teri adaayon par
Jaaneman jaanejigar
Hota main shaayar agar
Kehta gazal se teri adaayon par

Maine yeh kaha toh
Muhjse khafa ho jaanehaya ho gayi
Ek ajnabi haseena se
Yun mulakaat ho gayi

Khubsoorat baat yeh
Chaar pal ka saath yeh
Saari umar mujhko rahega yehga yaad
Khubsoorat baat yeh
Chaar pal ka saath yeh
Saari umar mujhko rahega yehga yaad

Main akela thha magar
Ban gayi woh hamsafar
Woh mere saath ho gayi

Ek ajnabi haseena se
Yun mulakaat ho gayi
Phir kya hua yeh na poocho
kuch aisi baat ho gayi
Ek ajnabi haseena se
Yun mulakaat ho gayi

Hum Dono Do Premi Lyrics

Ham donon do premii duniyaa chhod chale
Jiivan kii ham saarii rasmein tod chale

Ai baabuu kahaan jaibo re

Ham donon do premii duniyaa chhod chale
Jiivan kii ham saarii rasmein tod chale
Ham donon do premii duniyaa chhod chale
Jiivan kii ham saarii rasmein tod chale
Ho baabul kii aae mohe yaad
Jaane kyaa ho ab isake baad
Ham donon do premii duniyaa chhod chale
Jiivan kii ham saarii rasmein tod chale

Gaadi se kahedo chale tez majil hai door
Thoda safar ka maza lelo ay huzur
Gaadi se kahedo chale tez majil hai door
Thoda safar ka maza lelo ay huzur
O dekho na chedo na is tarah
Rasta kate phir kis tarah
Ham donon do premii duniyaa chhod chale
Jiivan kii ham saarii rasmein tod chale

Jaanaa kahaan hai bataa us shahar kaa naam
Le chal jahaan terii marzii ye teraa hai kaam
Jaanaa kahaan hai bataa us shahar kaa naam
Le chal jahaan terii marzii ye teraa hai kaam
Mujhape hai itanaa aitabaar
Maine kiyaa hai tujhase pyaar
Ham donon do premii duniyaa chhod chale
Jiivan kii ham saarii rasmein tod chale

He kyaa soch rahii ho
Huun main
Haan-haan
Kuchh bhii to nahi
Bolo naa kuchh to

Aisaa naa ho tuu kabhii chhod de meraa saath
Phir na kabhii kahanaa dil todane vaalii baat
Aisaa naa ho tuu kabhii chhod de meraa saath
Phir na kabhii kahanaa dil todane vaalii baat
Ho maine to kii thii dillagii
Achchhaa maine bhii kii thii dillagii
Ham donon do premii duniyaa chhod chale
Jiivan kii ham saarii rasmein tod chale.

Kishore Kumar Hit Songs List   New Bollywood Songs Hindi  Video Songs Hindi New

Satrah Baras Ki Chhokariyan Lyrics

Satrah baras ki re chhokariyan pe
Ho budhe ka dil aa gaya
Satrah baras ki re chhokariyan pe
Budhe ka dil aa gaya
Budha sathiya gaya
Budha sathiya gaya
Rama ho rama teri duhai
Bura zamana aa gaya
Budha sathiya gaya
Budha sathiya gaya

Paniya bharan ko panghat pe
Jab ghunghat maine khola
Paniharan mai bhi hu pyasa
Budha hans kar bola
Paniya bharan ko panghat pe
Jab ghunghat maine khola
Paniharan mai bhi hu pyasa
Budha hans kar bola
Pani ke do ghunt hi pike
Wo masti me aa gaya
Budha sathiya gaya
Budha sathiya gaya
Rama ho rama teri duhai
Bura zamana aa gaya
Budha sathiya gaya
Budha sathiya gaya

Prem dagar pe dekh ke tujhko
Ho gaya mai deewana
Sath mujhe le chal mujhko bhi
Prem nagar hai jana
Prem dagar pe dekh ke tujhko
Ho gaya mai deewana
Sath mujhe le chal mujhko bhi
Prem nagar hai jana
Char kadam jo chala to phuli
Sans pasina aa gaya
Budha sathiya gaya
Budha sathiya gaya
Rama ho rama teri duhai
Bura zamana aa gaya
Budha sathiya gaya
Budha sathiya gaya

Sath baras mein budhe par
Yu tut ke aai jawaani
Kisi jawan se mujhe lada ke
Dekh le meri rani
Sath baras me budhe par
Yu tut ke aai jawani
Are kisi jawan se mujhe bhida ke
Dekh le meri rani
Bech ke ghar apna sone ka
Har mujhe pahna gaya
Ha budha sathiya gaya
Budha sathiya gaya

Satrah baras ki re chhokariyan pe
Budhe ka dil aa gaya
Budha sathiya gaya
Budha sathiya gaya
Rama ho rama teri duhai
Bura zamana aa gaya
Budha sathiya gaya
Budha sathiya gaya.