Phir Teri Kahani Yaad Aayee Songs List Lyrics Video

Phir Teri Kahani Yaad Aayee is a hindi movie released in the year 1993. The movie stars Rahul Roy and Pooja Bhatt in lead roles. The movie was directed by Mahesh Bhatt. Music was the strongest point of this movie. All the songs of this movie are very melodious. Music of this movie is composed by Anu Malik.

Tere Dar Par Sanam song is the most popular super hit track of the movie.  This song is sung by Kumar Sanu. Music is composed by Qateel Shafai. Song is composed by Anu Malik. Female version of this song is sung by Sadhna Sargam.

Badlon Mein Chup Raha song from this movie is another popular romantic song. This duet song is sung by Kumar Sanu and Alka Yagnik.  These two have sung many hit songs together in 90’s

Dil Mein Sanam Ki Surat song is a very melodious song from the movie which has been sung by Kumar Sanu and Alka Yagnik.

Aane Wal Pal Ek Sapna Hai song is another famous song of this romantic movie. Sung effortlessly by Kumar Sanu.

Shairana Si Hai song is a solo song in the voice of Alka Yagnik.

Dil Deta Ha Ro Ro Duhai song is a sad romantic song sung by singer Pankaj Udhas.

Tere Dar Par Sanam Lyrics

Tere dar par sanam chale aaye

Tu na aaya to hum chale aaye (x2)

Chale aaye, chale aaye

Tere dar par sanam chale aaye

Tu na aaya to hum chale aaye

Bin tere koi aas bhi na rahi

Itne tarse ke pyaas bhi na rahi

Oh, bin tere koi aas bhi na rahi

Itne tarse ke pyaas bhi na rahi (x2)

Ladkhadaaye kadam, chale aaye (x2)

Chale aaye, chale aaye

Tere dar par sanam chale aaye

Tu na aaya to hum chale aaye

Is se pehle ke hum pe hasti raat

Banke naagin jo humko dasti raat

Oh, is se pehle ke hum pe hasti raat

Banke naagin jo humko dasti raat (x2)

Leke apna bharam chale aaye (x2)

Chale aaye, chale aaye

Tere dar par sanam chale aaye

Tu na aaya to hum chale aaye (x2)

 

Badlon Mein Chup Raha Hai Chand Lyrics

Aha, Aha, Mm Hm Hm Hm Hm Hm
Hey, Ha Ha, Ha Ha
Baadalo Mein Chhup
Raha Hai Chaand Kyun
Apane Husn Ki Jaya Se Puchh Lo
Chaandani Padi Huyi Hai Maand Kyun
Apane Hi Kisi Ada Se Puchh Lo
Baadalo Mein Chhup
Raha Hai Chaand Kyun
Apane Husn Ki Jaya Se Puchh Lo
Chaandani Padi
Huyi Hai Maand Kyun
Apane Hi Kisi Ada Se Puchh Lo

Meri Hasrato Pe
Bekhudi Si Chha Gayi
Tumako Dekhkar
Nigaah Ladkhada Gayi
Meri Hasrato Pe
Bekhudi Si Chha Gayi
Tumako Dekhkar
Nigaah Ladkhada Gayi
Nigaah Ladkhada Gayi
Nigaah Ladkhada Gayi
Nigaah Ladkhada Gayi

Ho Raha Hoon Main
Nashe Mein Chur Kyun
Jhoomati Huyi Faja Se Puchh Lo
Ho Raha Hai Bin Piye Yeh Surur Kyun
Meri Julf Ki Ghata Se Puchh Lo
Baadalo Mein Chhup
Raha Hai Chaand Kyun
Apane Husn Ki Jaya Se Puchh Lo
Chaandani Padi Huyi Hai Maand Kyun
Apane Hi Kisi Ada Se Puchh Lo

Door Mujhse Gham Hai
Aur Khushi Karib Hai
Aaj Meraa Pyaar
Kitna Khushnaseeb Hai
Door Mujhse Gham Hai
Aur Khushi Karib Hai
Aaj Meraa Pyaar
Kitna Khushnaseeb Hai
Kitna Khushnaseeb Hai
Kitna Khushnaseeb Hai
Kitna Khushnaseeb Hai

Jhumata Hai Meraa Ang Ang Kyun
Apani Ruh Ki Sada Se Puchh Lo
Baj Rahe Hai Dil Mein Jal Tarang Kyun
Geet Chhedati Hawa Se Puchh Lo
Baadalo Mein Chhup
Raha Hai Chaand Kyun
Hmm Apane Husn Ki
Jaya Se Puchh Lo
Chaandani Padi Huyi
Hai Maand Kyun
Apane Hi Kisi Ada Se Puchh Lo.

 

Check Best Hindi Songs List 2021 2022     Best Old Hindi Songs List 

 

Dil Mein Sanam Ki Surat Song Lyrics

Dil mein sanam ki surat, aankhon mein aashiqui de – 2
Mere khuda mujhe tu ek aur zindagi de

Dil mein sanam ki surat, aankhon mein aashiqui de – 2
Mere khuda mujhe tu ek aur zindagi de, ek aur zindagi de

Kaise karoon mohabbat do din ki zindagi mein
Yeh din to beet jaayenge yunhi hasi hasi mein

Kaise karoon mohabbat do din ki zindagi mein
Yeh din to beet jaayenge yunhi hasi hasi mein

Jee bharke pyaar kar loon, aisi mujhe khushi de – 2
Mere khuda mujhe tu ek aur zindagi de

Dil mein sanam ki surat, aankhon mein aashiqui de – 2
Mere khuda mujhe tu ek aur zindagi de, ek aur zindagi de
Sau saal tak sanam ki aankhon mein doob jaaoon
Sau saal aur ho to usko gale lagaaoon

Sau saal tak sanam ki aankhon mein doob jaaoon
Sau saal aur ho to usko gale lagaaoon

Sau saal phir milan ki duniya nayi nayi de – 2
Mere khuda mujhe tu ek aur zindagi de

Dil mein sanam ki surat, aankhon mein aashiqui de – 2
Mere khuda mujhe tu ek aur zindagi de, ek aur zindagi de