Na Tum Jano Na Hum Song Lyrics Video

Song: Na Tum Jano Na Hum
Movie: Kaho Na Pyaar Hai
Singer: Lucky Ali, Ramya
Music: Rajesh Roshan
Lyrics: Ibrahim Ashq

Na Tum Jano Na Hum Song Lyrics Video

Kyon chalti hai pavan

Kyon jhume hai gagan

Kyon machalta hai mann..

Na tum jano na hum

Na tum jano na hum

Kyon aati hai bahaar (Hunm..he..ye)

Kyon lut tha hai karaar (Rururu.. ru..)

Kyon hota hai pyaar..

Na tum jano na hum

Na tum jano na hum

Umhun..la..lala..la..la..la…

Ye madhoshiyaan

Ye tanhaiyaan

Tasabur mein hai

Kiski parchhaiyaan

Hha..Re..Ha ra..Ra..

Ye bhiga samaan

Umangein jawaan

Mujhe ishq le ja raha hai kahaan

Kyon gum hai har disha

Kyon hota hai nasha

Kyon aata hai mazaa..

Na tum jano na hum

Na tum jano na hum

Dhadakta bhi hai

Tadapta bhi hai

Ye dil kyon achanak

Bahakta bhi hai

La..lala..la.la..la…

Mahakta bhi hai

Chahakta bhi hai

Ye dil kya vafa ko

Samajhta bhi hai

Kyon milti hain nazar (Hunhunm..)

Kyon hota hai asar (Hunhunm..)

Kyon hoti hai sahar..

Na tum jano na hum

Kyon aati hai bahaar

Kyon lut tha hai karaar

Kyon hota hai pyaar..

Na tum jano na hum (Oh..oh..)

Na tum jano na hum (Hunm..ho.. o..)